Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2015

Hadith - jab tum mein se koi shaksh masjid mein dakhil ho to baithne se pahle Do Rakaat namaz parh le




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith - jab tum mein se koi shaksh masjid mein dakhil ho to baithne se pahle Do Rakaat namaz parh le

Abu Qatada Al Salmi Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu-alaihi-wasallam ne farmaya jab tum mein se koi shaksh masjid mein dakhil ho to baithney se pahley Do Rakaat namaz parh le 
Sahih Bukhari , Vol 1, # 444


Hazrat tameem dari Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya bandey se Qayamat ke Roz sabse pahley namaz ka hisab hoga agar uski Namazein puri hongi to uskey Nawafil alag se likh diye jayengey aur agar usney namazein puri nahi ki hongi to ALLAH taala apney farishton se farmayega dekho kya mere bandey ke pass Nawafil hain ? to un nawafil ke zariye jo faraaeez usney zaya kar diye unki takmeel kar do phir baqi Aamal ka Hisab bhi isi tarah hoga
Sunan Ibn Majah, Volume 1, #1426 - Sahih
-------------------------------------------


ابوقتادہ سلمی رضی اللہ عنہ سے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ  وسلم نے فرمایا جب تم میں سے کوئی شخص مسجد میں داخل ہو تو بیٹھنے سے پہلے دو رکعت نماز پڑھ لے ۔


نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  قیامت کے دن سب سے پہلے بندہ سے اس کی نماز کے بارے میں بازپرس ہو گی، اگر وہ پوری ملی تو پوری لکھ دی جائے گی، اور اگر اس میں کچھ کمی ہوئی تو اللہ تعالیٰ کہے گا: دیکھو تم اس کے پاس کوئی نفل پا رہے ہو کہ جس کے ذریعہ جو فرائض اس نے ضائع کئے ہیں اسے پورا کیا جا سکے، پھر باقی تمام اعمال بھی اسی کے مطابق جاری ہوں گے ۔

https://www.facebook.com/JoinOnlyQuranHadith
-------------------------------------------

Narrated Abu Qatada Al-Aslami may ALLAH be pleased with him Allah's Apostle Peace be upon him said, If anyone of you enters a mosque, he should pray two Rakat before sitting.
Sahih Bukhari,Vol 1, Book 8, No. 435

It was Narrated from tamim dari may ALLAH be pleased with him that the Prophet Peace be upon him said The first thing for which A person will be brought to a account on the Day of Resurrection will be his prayer (Salah) . If it is complete then the voluntary ( Nawafil) prayer will also be recorded for him (As an increase) If it is not complete then Allah will say to his Angels Look and see wheather you find any voluntary (Nawafil) prayer for my slave and take them to make up what is lacking from his obligatory ( farz) prayers then All his deeds will be recokened in like manner
Sunan Ibn Majah, Volume 1, #1426 -Sahih

No comments:

Post a Comment