Search Hadith
Video of the week
Traffic
Total Pageviews
Category
- ♥ Night Azkar ♥ (7)
- ♥ 40 Rabbana Dua ♥ (2)
- ♥ 99 Names of Allah ♥ (3)
- ♥ Evening Azkar ♥ (5)
- ♥ Morning Azkar ♥ (3)
- ♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥ (5)
- ✦Islamic Quiz✦ (1473)
- Aadab Al Mufrad (7)
- Achchey Aamal ( Good Deeds) (73)
- Ahl-E-bait (3)
- Akhlaq (manners) (55)
- Al Baihiqi (1)
- Al-isra Wa Al-Mairaj (9)
- Al-Quran (326)
- Al-Silsila-As-Sahiha (121)
- Allah ka Zikr (15)
- Allahu (1)
- Aqeedah (Islamic Belief) (10)
- Awliya Allah (Wali) (7)
- Azab (Punishment) (45)
- Azan-Aqamat ( Adhan-Aqamat) (16)
- Azkar Gif Gallery (10)
- Badshaguni ( Bad Omen) (2)
- Baihiqi (12)
- Barish (Rain) (2)
- Bewa-Miskeen-Yateem( Widow-Poor-Orphan) (16)
- Bidat (innovation) (8)
- Burey Aamal ( Evil Deeds) (54)
- Burey Aamal (Evil Deeds) (6)
- Buri Nazar (Evil Eye) (8)
- Daily Azkar (115)
- Daily Duas (97)
- Dajjal (Antichrist) (7)
- Dawa (Medicine) (1)
- Dawat Aur Tableeg (10)
- Dhil-Hajj (14)
- Dost-Dushman (Friend-Enemy) (9)
- Dua (10)
- Dua-Azkar (43)
- Dua-Azkar (Supplication/invocation) (163)
- Dua-E-Qunut (1)
- Duniya-Aakhirah ( World-Hereafter) (35)
- Duniya-Aakhirat(This World and hereafter) (1)
- Durud aur Salam (20)
- Durud e IBrahim (2)
- Eesal e Sawab (5)
- Eid Al-Adha (19)
- Eid Al-Fitr (9)
- Eid Greetings (4)
- Family (15)
- Farishtey (Angels) (12)
- Fitney-Fasad(Affliction and trial) (10)
- Gaib-ka-ilm ( The Knowledge of Unseen) (4)
- Geebat (Backbiting) (6)
- Grahan (Eclipse) (1)
- Gunaah (Sin) (23)
- Gusal (Bathing) (1)
- Hadith Qudsi (13)
- Hajj (Pilgrimage) (36)
- Halal-Haram (14)
- iLaj (Treatment) (15)
- ilm (Knowledge) (7)
- Imaan ( faith) (13)
- Insaniyat (Humanity) (39)
- Islami Science (3)
- Islamic Conversation Gallery (1)
- Istikhara (1)
- jamia Tirmidhi (99)
- Janaza (funeral) (5)
- jannat-Dojakh ( Hell-Paradise) (113)
- Jannat-Dozakh ( Hell-Paradise) (13)
- Jhoot (Lie) (11)
- Jihad (56)
- Jinn (3)
- Jumaa (Friday) (30)
- Kabira Gunah (2)
- Kafir ( Disbeliever) (4)
- Khana (Food) (25)
- Kharid-o-Farokht (Business) (3)
- Khas Namazein aur Ibadatein (Special Prayers & Worships) (11)
- Khwab (Dream) (1)
- Khwateen ke liye ( Women Special) (15)
- Laanat (Curse) (11)
- Libas (Cloth) (3)
- Maghfirat (forgiveness) (61)
- Makka-Madina (16)
- Malik Muwatta (3)
- Mareez (Patient) (10)
- Married Life (23)
- Masjid (11)
- Masnad Ahmed (58)
- Maut (Death) (44)
- Meezan (Scale) (1)
- Mishkat (2)
- Miswak (1)
- Mix Azkar (4)
- Mix Four Azkar (48)
- Moon (Chand) (3)
- Muharram-Ahl-E-bait Radi allahu anhuma (18)
- Munafiq (Hypocrite) (2)
- Museebat-Pareshani(affliction-Problem) (21)
- Muslim Brotherhood (41)
- Musnad Ahmed (1)
- Mustadrak Al-Hakim (2)
- Namaz (Prayer) (131)
- Namaz ke baad ke Azkar (2)
- Namaz ke baad ke Azkar in English (1)
- Namaz ke baad ke Azkar in Roman (1)
- Naseehat (Advice) (14)
- Nawafil (17)
- Nikah (Marrige) (17)
- Padosi (Neighbour) (2)
- Paki-Napaki (Cleanliness) (3)
- Pending (1)
- Qabr (Grave) (21)
- Qarz (Debt) (13)
- Qasam (Oath) (5)
- Qayamat ( Last day) (74)
- Qayamat ki Nishaniya (Sign of Last day) (25)
- Quran ki Fazilat (The virtue of Quran) (3)
- Quranic Videos with subtitles (4)
- Qurbani (Sacrifice) (14)
- Rajab Aur Shaban (3)
- Ramadan gallery (4)
- Ramadan Quiz (36)
- Ramadhan (Ramazan) (72)
- Rishtedaar ( Relatives) (10)
- Rizq (Sustence) (19)
- Roza ( fasting) (46)
- Sadqa e Jariya (2)
- Sadqa-Khairat-Zakat (Charity) (49)
- Sadqa-Zakat (Charity) (1)
- Safar (Journey) (7)
- Sahaba Radi allahu Anhuma (19)
- Sahi Al Targib Wa Al Tarhib (6)
- Sahih Al Jamea (7)
- Sahih Bukhari (349)
- Sahih Ibn Hibban (11)
- Sahih Muslim (186)
- Sajda(prostration) (1)
- Salat Al-Tasbeeh (1)
- Sazda(prostration) (1)
- Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam (33)
- Shafaat (intercession) (13)
- Shaheed (Martyr) (26)
- Shaitan (Devil) (17)
- Shan-e-Rasool ﷺ (29)
- Sharab aur Juaa (Wine & Gambling) (9)
- Short Duas / Aayat (200)
- Sood-Riba (Interest and Usury) (5)
- Special Days (4)
- Special Post (8)
- Sunan Abu Dawud (160)
- Sunan ibn majah (127)
- Sunan Nasaii (57)
- Sunnat Tareeqa ( Sunnah Way) (33)
- Surah Al-Fatiha (1)
- Tabrani (18)
- Tahajjud (5)
- Takabbur (arrogant) (3)
- Talaq(Divorce) (7)
- Taqdeer (Destiny) (11)
- Taqleed (1)
- Tauba-Astigfar (Asking pardon) (16)
- Tawheed-Shirk ( Oneness of Allah) (65)
- Tawheed-Shirk (Oneness Of Allah) (1)
- Tibbe Nabwi (Medicine) (7)
- Umrah (17)
- Urdu Taqreer (20)
- Waldein ( Parents ) (18)
- Waseela (2)
- waseeyat (1)
- Weerasat (1)
- Witr (Witr Prayer) (6)
- Wudhu (Ablution) (12)
- Yahud o Nasara (Christians and Jews) (12)
- Yateem aur Bewa ( Orphan and Widow) (1)
- Zeenat ( beauty) (1)
- Zina (illegal intercourse) (4)
Search Hadith
Tuesday, March 30, 2021
Mix Four Azkar - 45
Mix Four Azkar - 44
Mix Four Azkar - 43
✦: Al Quran : Duniya ka fayda thoda hai aur aakhirat parhezgaron ke liye behtar hai
Bismillahirrahmanirraheem
مَتَاعُ الدُّنْيَا قَلِيلٌ وَالْآخِرَةُ خَيْرٌ لِّمَنِ اتَّقَىٰ
------
✦: Al Quran : Duniya ka fayda thoda hai aur aakhirat parhezgaron ke liye behtar hai
------
✦: दुनिया का फ़ायदा थोड़ा है और आखिरत परहेज़गारों के लिए बेहतर है
------
دنیا کا فائدہ تھوڑا ہے اور آخرت پرہیزگاروں کے لیے بہتر ہے
------
✦: *The enjoyment of this world is little, and the Hereafter is better for he who fears Allah
------
Surah An Nisa 4:77
✦: Al Quran : Hamara Rabb paak hai, Beshak ham zalim they
✦: Maut ke Waqt Kalma e Shahadat padhne ki fazilat
Bismillahirrahmanirraheem
✦: Maut ke Waqt Kalma e Shahadat padhne ki fazilat
-----
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka Rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga
Sunan ibn Majah, Jild 1, 677-Hasan
--------
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh
✦ Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi wasallam Allah ke bande aur Rasool hain
--------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص کی موت اس گواہی پر ہو کہ اللہ تعالیٰ کے علاوہ کوئی معبود برحق نہیں، اور میں اللہ کا رسول ہوں، اور یہ گواہی سچے دل سے ہو تو اللہ تعالیٰ اس کی مغفرت فرما دے گا
سنن ابن ماجہ جلد ١ ٦٧٧ -حسن
--------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस नफ्स को भी इस हाल में मौत आए की वो इस बात की गवाही देता हो की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही और मैं (मुहम्मद सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) अल्लाह का रसूल हूँ और ये गवाही दिल के यकीन से हो तो अल्लाह सुबहानहु उसकी मगफिरत फरमा देगा
सुनन इब्न माजा जिल्द 1, 677-हसन
--------
✦: RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Any soul who died bearing witness from the true heart tha there is no god except Allah and that
I am the Messenger of Allah
than Allah will forgive him
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦: I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam is the slave and Messenger of Allah
Sunan ibn Majah 3796-Hasan
✦: Hadith : Jab tum in Azkar ko padhoge to tumhare gunah maaf kar diye jayenge
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1333*❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1333*❗
Sawal : Inmein se kin logo ko kafir kaha gaya hai ?
A. Jo Quran ke mutabiq faisle na karey
B. Jo Maidan e Jung se bhaag jaye
C. Jo Mazlumo ki madad na kare
D. Jo Jihad na karey
E. Jo kisi musalmano ke rihayashi ilaqe par hamla kar de
F. Jiske zulm se uska padosi mehfooz na ho
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1333*❗
Quiz : Who are the disbelievers ?
A. Whoever does not judge by Quran
B. Whoever run away from battle field
C. The one who does not help the oppressive people
D. The one who does not fight in the way of Allah
E. The one who attack on any Residential area of Muslim
F. The one whose neighbour is not safe from his evil
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
💐 *Sahi Jawab : A* 💐✅
-----
لَا تَخْشَوُا النَّاسَ وَاخْشَوْنِ وَلَا تَشْتَرُوا بِآيَاتِي ثَمَنًا قَلِيلًا ۚ وَمَن لَّمْ يَحْكُم بِمَا أَنزَلَ اللَّهُ فَأُولَٰئِكَ هُمُ الْكَافِرُونَ
-----
Al Quran : Tum logon se na daro aur mujhse daro aur meri aayaton ke badle mein thoda sa mol mat lo aur jo koi uske muwafiq faisla na kare jo Allah ne nazil kiya (yani Quran) to wahi log kaafir hain
Surah Maeda 5:44
💐 *Answer : A* 💐✅
-----
لَا تَخْشَوُا النَّاسَ وَاخْشَوْنِ وَلَا تَشْتَرُوا بِآيَاتِي ثَمَنًا قَلِيلًا ۚ وَمَن لَّمْ يَحْكُم بِمَا أَنزَلَ اللَّهُ فَأُولَٰئِكَ هُمُ الْكَافِرُونَ
-----
Al Quran : So do not fear the people but fear Me, and do not exchange My verses for a small price. And whoever does not judge by what Allah has revealed - then it is those who are the disbelievers.
Surah Maeda 5:44
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1332*❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1332*❗
Jawab ek se zyada hai
*Sawal : Wo kya hai jinmein Har beemari ki shifa hai (siwaye maut ke)?*
A. ilaichi ke kaale daane
B. Shahad
C. Gaay ka doodh
D. Hijama
E. Zaitun
F. Kalonji
G. Anjeer
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1332*❗
*Answers are more than one*
*Quiz : What is have healing for all diseases except death?*
A. The Black Seeds of Cardemon
B. Honey
C. Cow's milk
D. Cupping
E. Olive
F. Black Cumin (Nigella Seed)
G. Fig (Anjeer)
H. O Allah increase my knowledge
💐 *Sahi Jawab : BCF* 💐✅
-------
✦: RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Kalonji (Kaale dane,Nigella seeds) mein har bimari se Shifa hai siwaye saam (Maut) ke
Sahih Bukhari, 5688
✦: RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya gaya ka doodh lazim kar lo kyunki ye har darakht se charti hai aur ye doodh har beemari se shifa hai (Siwaye maut ke)
Al-Silsila As-Sahiha - 2320
✦: Rasool Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Sanaa aur Shahad ko lazim karlo, Kyun ke in dono mein maut ke alawah har Beemari se Shifa hai
As-Silsila-tus-Sahiha 2323
💐 *Answer : BCF* 💐✅
-------
✦ RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said There is healing in Black Cumin (Nigella Seed) for all diseases except death
Sahih Bukhari, 5688
✦ RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said You must use the milk of cows, for they are given health by all kinds of trees and There is healing for all diseases (except death)
Al-Silsila As-Sahiha - 2320
✦ RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said You must use the Sana and Honey , because it has healing for all diseases except death
As-Silsila-tus-Sahiha 2323
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1331*❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1331*❗
*Sawal : Wo kaun hai jo Kaba Sharif ke pass namaz bhi padhta ho aur Roze bhi rakhta ho magar wo apni ek aadat ki wajah se dozakh mein jayega Wo aadat kya hai ?
A. Muhajir se Nafrat karna
B. Ansar se Nafrat karna
C. Ahl e Bait se Nafrat karna
D. Sahaba ko bura kahna
E. Mazlumo ki Madad na karna
F. Jihad ka inkar karna
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1331*❗
*Quiz : Someone Pray around the kaba and keep fasting yet he may go to Hell because of his one characteristic, What is that characteristic ?
A. Having grudge against Muhajir
B. Having grudge against Ansar
C. Having grudge against Ahl e bait
D. Saying Evil to Sahaba
E. Not helping to oppressed
F. Denial of Jihad
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
💐 *Sahih Jawab : C* 💐✅
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya agar koi shaks hajre aswad aur maqam e Ibrahim ke darmiyan namaz padhta ho aur roza bhi rakhta ho lekin marte waqt dil mein Ahle bait se bugz hua (yani unse nafrat karta ho) to dozakh mein jayega
Al Mustadrak Sahihain- 3/149 (Al Hakim) -Hasan
-----
قَالَ رَسُوْلُ اللّٰہِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم فَلَوْ أَنَّ رَجُلًا صَفَنَ بَیْنَ الرُّکْنِ وَالْمَقَامِ فَصَلّٰی، وَصَامَ ثُمَّ لَقِیَ اللّٰہَ وَہُوَ مُبْغِضٌ لِأَہْلِ بَیْتِ مُحَمَّدٍ دَخَلَ النَّارَ
💐 *Answer : C* 💐✅
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Said if Someone Pray between the black stone (Hajr e Aswad) and Place of Ibrahim (Muqam e Ibrahim) and also keep fasting , but at the time of his death he has grudge against the family of Prophet Muhammed Sallallahu Alahih Wasallam (Ahl e bait) then he will go to hell
Al Mustadrak Sahihain- 3/149 (Al Hakim) -Hasan
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1330*❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1330*❗
*Quran ke in lafzo ko unke mayno se milan kijiye - Match the following ( Refer : Al Ghafir 40 : 1-40 )*
A. غَافِرِ - Ghafir
B. الْعِقَابِ -Al Iqab
C. يُنِيبُ - Yunib
D. كَرِهَ - Kariha
E. التَّلَاقِ - At Talaq
F. التَّنَادِ - Al Tanad
G. مُّرْتَابٌ - Murtaab
H. Sahi Jawab ka intezar hai
----------
1. Shaq karne wala
2. Azab dene wala / Azab
3. Pukarna
4. Bura maanna
5. Ruju karna
6. Mulaqat
7. Gunah Bakhshne wala
8. Unche Makan wala
9. Inmein se koi nahi
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1330*❗
*Match the following Quranic Words with their Meanings*
( Refer : Al Ghafir 40 : 1-40 )*
A. غَافِرِ - Ghafir
B. الْعِقَابِ -Al Iqab
C. يُنِيبُ - Yunib
D. كَرِهَ - Kariha
E. التَّلَاقِ - At Talaq
F. التَّنَادِ - Al Tanad
G. مُّرْتَابٌ - Murtaab
----------
1. Doubter
2. The one who gives punishment / punishment
3. Calling
4. Dislike
5. Turns
6. The meeting
7. Forgiver
8. The one who is in high place
9. None of the Above
💐✅ Sahi jawab 7254631💐✅
-----------
*غَافِرِ الذَّنۡۢبِ وَقَابِلِ التَّوۡبِ*
Jo gunah bakhshnewala aur tauba qubul karnewala hai
Surah Ghafir - 40:03
-----------
*اِنَّه قَوِىٌّ شَدِيۡدُ الۡعِقَابِ*
Woh badi quwwat wala aur Sakht azaab dene wala hai
Surah Ghafir - 40:22
-------------
*وَمَا يَتَذَكَّرُ اِلَّا مَنۡ يُّنِيۡبُ*
Aur naseehat toh wahi pakadta hai jo uski taraf ruju karta hai
Surah Ghafir-40:13
------------
*فَادۡعُوا اللّٰهَ مُخۡلِصِيۡنَ لَهُ الدِّيۡنَ وَلَوۡ كَرِهَ الۡـكٰفِرُوۡنَ*
Toh Allah ki ibadat ko khalis kar kar usee ko pukaro agarche kafir bura hi mane
Surah Ghafir- 40:14
------------
*يُلۡقِى الرُّوۡحَ مِنۡ اَمۡرِهٖ عَلٰى مَنۡ يَّشَآءُ مِنۡ عِبَادِهٖ لِيُنۡذِرَ يَوۡمَ التَّلَاقِ*
Apne bando mein se jis par chahta hai apne hukm se wahi bhejta hai taaki mulaqat ke din se daraye
Surah Ghafir-40:15
------------
*وَيٰقَوۡمِ اِنِّىۡۤ اَخَافُ عَلَيۡكُمۡ يَوۡمَ التَّنَادِۙ*
Aur Eh qaum mujhe tumhari pukar ke din (yani qayamat) ka khauf hai
Surah Ghafir -40:32
-------------
* كَذٰلِكَ يُضِلُّ اللّٰهُ مَنۡ هُوَ مُسۡرِفٌ مُّرۡتَابٌ*
Isee tarah Allah us shakhs ko gumrah kar deta hai jo hadd se nikal jane wala aur Shaq karne wala ho
Surah Ghafir-40:34
✅💐 Correct Answer: 7254631💐✅
--------------
غَافِرِ الذَّنۡۢبِ وَقَابِلِ التَّوۡبِ
The forgiver of sin, acceptor of repentance
Surah Ghafir - 40:03
--------------
اِنَّهٗ قَوِىٌّ شَدِيۡدُ الۡعِقَابِ
Indeed he is powerful and severe in punishment
Surah Ghafir - 40:22
-------------
وَمَا يَتَذَكَّرُ اِلَّا مَنۡ يُّنِيۡبُ
But none will remember except he who turns back in repentance
Surah Ghafir-40:13
------------
فَادۡعُوا اللّٰهَ مُخۡلِصِيۡنَ لَهُ الدِّيۡنَ وَلَوۡ كَرِهَ الۡـكٰفِرُوۡنَ
So invoke Allah, sincere to Him in religion although the disbelievers dislike it
Surah Ghafir- 40:14
------------
ۚ يُلۡقِى الرُّوۡحَ مِنۡ اَمۡرِهٖ عَلٰى مَنۡ يَّشَآءُ مِنۡ عِبَادِهٖ لِيُنۡذِرَ يَوۡمَ التَّلَاقِ
He places the inspiration of His command upon whom He wills of his servants to warn of the day of meeting
Surah Ghafir-40:15
----------
وَيٰقَوۡمِ اِنِّىۡۤ اَخَافُ عَلَيۡكُمۡ يَوۡمَ التَّنَادِۙ
And O my people indeed I fear for you the Day of calling
Surah Ghafir -40:32
----------
كَذٰلِكَ يُضِلُّ اللّٰهُ مَنۡ هُوَ مُسۡرِفٌ مُّرۡتَابٌ
Thus does Allah leave astray he who is a transgressor and skeptic
Surah Ghafir-40:34
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1329* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1329* ❗
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
*As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen*
Sawal : Ye Alfaz kis waqt kahe jate hain ?
A. Qabristan mein dakhil hone par
B. Sajde mein
C. Jannat Al Baqi mein jane par
D. Ruku mein
E. Khali makan mein dakhil hone par
F. Qayam mein
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1329* ❗
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
*As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen*
Quiz : At which time we should recite this words ?
A. While entering in graveyard
B. In Sujud
C. While entering in Jannat Al Baqi
D. In Ruku
E. While entering in an uninhabited house
F. In Qayam
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
💐 *Sahih Jawab : E* 💐✅
-------
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai jab koi aise makan ( ghar) mein dakhil ho jahan koi nahi rehta to waha ye keh kar dakhil ho
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen (Salam ho ham par aur tamam naik bando par)
Al-Adab al-Mufrad 1055-Sahih (Imam Bukhari)
💐 *Answer : E* 💐✅
-------
Ibn Umar (may Allaah be pleased with him) said When you enter an uninhabited house, say
*السَّلاَمُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ*
As-Salamu 'Alayna wa 'Ala 'Ibad-Allah-is-Saliheen
(Peace be upon us and upon the righteous slaves of Allaah)
Al-Adab al-Mufrad 1055-Sahih (Imam Bukhari)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1328* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1328* ❗
Sawal 1 : Kaunsi Jagah ke logon ke liye Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ki wo logo mein sabse zyada khair wale hain ?
Sawal 2 : Kaunsi Jagah ke liye farishte apne parr phailaye huye hain ?
Sawal 3 : Mahshar ki zameen kaunsi jagah hogi ?
A. Yemen
B. Mulk e sham
C. Makka
D. Misr (Egypt)
E. Madina
F. Khurasan
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1328* ❗
Quiz 1 : For which place Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said that the people of that place are best in khair (Goodness) ?
Quiz 2 : On Which Place angels are spreading their wings ?
Quiz 3 : Where will be earth of resurrection ?
A. Yemen
B. Mulk e sham
C. Makka
D. Misr (Egypt)
E. Madina
F. Khurasan
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
💐 *Sahih Jawab : ABB* 💐✅
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Ahle Yamen zameen ke tamam logo se zyada bhalayee wale hain Ek ansari sahabi ne kaha kya hamse bhi zyada to Aap Sallallahu Alahih Wasallam khamosh rahe , usne dobara wahi kaha to Aap Sallallahu Alahih Wasallam phir khamosh rahe , usne teesri baar jab yahi kaha to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya siwaye tumhare
Musnad Ahmed - 12740-Sahih
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Shaam ke liye khushkhabri hai Rahman ke farishte iss par apne parr phailaye huye hai
Al-silsila-As-sahiha - 3511
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai Mulk e shaam Mahshar ki zameen hai
Jamia Tirmazi - 3918 -Sahih
💐 *Answer : ABB* 💐✅
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Said the people of the yemen are the best in doing good, One of the Ansari Sahabi said that , More than us ? Prophet Sallallahu Alahih Wasallam Kept silence, again He asked same question , Prophet Sallallahu Alahih Wasallam again kept silence, when he asked same question third time He Sallallahu Alahih Wasallam said Except you
Musnad Ahmed - 12740-Sahih
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Said there is Good news for Al-Sham(Syria) , The Angels of the Rahman has spreaded their wings over it
Al-silsila-As-sahiha - 3511
Ibn Umar Radi Allahu Anhu Said the earth of the Sham (Syria) will be the earth of resurrection
Jamia Tirmazi - 3918 -Sahih
Monday, March 29, 2021
Yateem ke sir par haath pherne ka sawab
*Bismillahirrahmanirraheem*
*✦: Yateem ke sir par haath pherne ka sawab*
------
✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis ne sirf Allah Subhanahu ke liye kisi yateem ke sir pe haath phera to is ka haath jitne balon par se guzarega, is ko utney balon ke barabar neikiyan milengi
Musnad Ahmed 9068-Sahih
---
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جس نے صرف اللہ تعالیٰ کے لیے کسی یتیم کے سر پھر ہاتھ پھیرا تو اس کا ہاتھ جتنے بالوں پر سے گزرے گا، اس کو اتنے بالوں کے برابر نیکیاں ملیں گی ۔
مسند احمد ٩٠٦٨-صحیح
---
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिसने सिर्फ अल्लाह सुबहानहु के लिए किसी यतीम के सर पर हाथ फेरा तो उसका हाथ जितने बालों पर से गुजरेगा उसको उतने बालों के बराबर नेकियाँ मिलेंगी
मसनद अहमद - 9068 सही
---
✦:Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Whoever turns his hand over the head of an orphan only for the sake of Allah, then his hand will pass through as many hairs as he has passed, he will be rewarded with good deeds for as many hairs.
----
Musnad Ahmed 9068-Sahih
Sunday, March 28, 2021
Hadith : Allah ke kuch bande aise hain jinko wo bando ko fayda dene ke liye naimaton se nawazta hai
*Bismillahirrahmanirraheem*
✦: *Hadith : Allah ke kuch bande aise hain jinko wo bando ko fayda dene ke liye naimaton se nawazta hai*
------
✦: RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhnahu ke kuch bande aise hain jinko Allah Subhanahu bando ko fayda dene ke liye naimaton se nawazta hai , agar wo kharch karte hain unke liye liye barqarar rakhta hai aur jab wo rok lete hain to Allah Sunhanahu unse (wo naimatein) cheen leta hai aur duson ko ata kar deta hai
Al-Silsila As-Sahiha-1342
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ كے كچھ بندے ایسے ہیں جنہیں اللہ تعالیٰ بندوں كو فائدہ دینے كے لئے نعمتوں سے نوازتا ہے۔ اگر وہ خرچ كرتے ہیں ان كے لئے برقرار ركھتا ہے اور جب وہ روک لیتے ہیں تو اللہ تعالیٰ ان سے وہ نعمتیں چھین لیتا ہے اور دوسروں كو عطا كر دیتاہے۔
سلسلہ صحیحہ -١٣٤٢
-----
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह के कुछ बन्दे ऐसे हैं जिन्हें अल्लाह सुबहानहु बन्दों को फ़ायदा देने के लिए नेअमतों से नवाज़ता है अगर वो खर्च करते हैं तो अल्लाह सुबहानहु उनके लिए वो नेअमतें बरक़रार रखता है और जब वो रोक लेते हैं तो अल्लाह सुबहानहु उनसे (वो नेअमतें) छीन लेता है और दूसरों को अता कर देता है
अल सिलसिला सहीहा-1342
-----
✦: RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam said There are some slaves of Allah , Allah gives him some blessings to benefit the
people, if they keep benefiting , Allah continues those blessing but if they withhold , Allah snatches those blessings from them and gives to someone else
Al-Silsila As-Sahiha-1342
Wednesday, March 24, 2021
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1327* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1327* ❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Inmein se wo kaun hai jo jannat ki khusbu bhi nahi pa sakenge ?*
A. Sirf Duniyawi fayde ke liye deen ka ilm hasil karne wale
B. Musalmano ke beech fitna paida karne wala
C. Bina Uzar ke Jihad na karne wale
D. Jo kisi aise shaksh ko qatl kar de jisko aman di gayee ho
E. Maidan e Jung se bhag jaane wala
F. Bina wajah shohar se Khula lene wali auratein
G. Khule Kapde pahan kar logo ko apni taraf mayal karne wali aur hone wali aurtein
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗Only-Quran-Hadith Quiz 1327❗
Answers are more than one
Quiz : Who will not get the smell of the fragrance of paradise ?
A. One who acquires knowledge of deen only for worldly gains
B. One who creates disputes between fellow Muslims
C. One who refuses to perfom jihad without any excuse
D. One who kills a person who has been granted peace
E. One who runs away from battlefield
F. Woman who takes divorce from her husband without any valid reason
G. Women who wear revealing clothes to lure or attract others
H. O Allah increase my knowledge
💐 *Sahih Jawab : ABFG* 💐✅
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis shaks ne ilm e deen ko jis se khalis Allah subhanhu ki raza mandi maqsood hoti hai mehaz kisi duniya ke fayde ke liye seekha to wo qayamat ke din jannat ki khushbu tak nahi paa sakega
Sunan ibn Maja 252-Hasan
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo shaks aisee jaan ko mar dale jis se Ahad kar chuka ho ( uski aman de chuka ho) to wo jannat ki khushbu bhi na sungega
Sahih Bhukari - 6914
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis aurat ne bina kisi baat ke apne shohar se Khula (Talaq) talab ki to us par jannat ki khushbu haram hai
Jamia Tirmazi - 1187-Sahih
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya wo aurtein jo kapda pehne ke bawajud barhana (nangi) hoti hai, mayel hone wali hai unke sir bakhti oontho ki kohaan jaise hai (aise aurtein) na jannat mein dakhil hongi na jannat ki khushbu paayegi jabki jannat ki khushbu baht dur se mehsus ki ja sakti hai
Sahih Muslim - 7194
💐 *Answer : ABFG* 💐✅
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whoever acquires knowledge by which the pleasure of Allah is sought, but he only acquires it for the purpose of worldly gain, will not smell the fragrance of Paradise on the Day of Resurrection.
Sunan ibn Maja 252-Hasan
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whoever killed a Mu'ahid (a person who is granted the pledge of protection by the Muslims) shall not smell the fragrance of Paradise though its fragrance can be smelt at a distance of forty years (of traveling).
Sahih Bhukari - 6914
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whichever woman seeks a Khul from her husband without harm (cause), then the scent of Paradise will be unlawful for her.
Jamia Tirmidhi 1187-Sahih
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said the women who would be dressed but appear to be naked, who would be inclined (to evil) and make their husbands incline towards it. Their heads would be like the humps of the bukht camel inclined to one side. They will not enter Paradise and they would not smell its odour whereas its odour would be smelt from such and such distance.
Sahih Muslim Book 24, Hadith 5310
Tuesday, March 23, 2021
Hadith : Saat jagahon mein Namaz padhna mana hai
✦: *Hadith : Saat jagahon mein Namaz padhna mana hai*
-----
✦: RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam ne Saat jagahon mein Namaz padhne se mana farmaya hai
1. Kooda (Kachra) dalne ki jagah
2. Jaanwaro ki qurbani karne ki jagah
3. Qabristan
4. Aam rasto par
5. Hamam (Ghusl khana)
6. Oont ke badhne ki jagah
7. Kaba sharif ki chhat par
Jamia Tirmizi-346-Hasan
-----
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने सात जगहों में नमाज़ पढने से मना फ़रमाया है
1. कूड़ा (कचरा) डालने की जगह
2. जानवरों की क़ुरबानी करने की जगह
3. क़ब्रिस्तान
4. आम रास्तों पर
5. हमाम (गुसल खाना )
6. ऊंट बाँधने की जगह
7. काबा शरीफ की छत पर
जाम़िया तिरमिज़ी-346-हसन
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے سات مقامات میں نماز پڑھنے سے منع فرمایا ہے: کوڑا کرکٹ ڈالنے کی جگہ ، جانوروں کی قربانی کرنے کی جگہ ، قبرستان ، عام راستوں پر، حمام ( غسل خانہ) میں ، اونٹ باندھنے کی جگہ میں اور بیت اللہ کی چھت پر۔
جامہ ترمیزی ٣٤٦-حسن
-----
✦: RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam prohibited Salat from being performed in seven places:
1. The dung heap
2. The slaughtering area
3. The graveyard
4. The commonly used road
5. The washroom (bathroom)
6. in the area that camels rest at
7. and above the House of Allah (the Kabah).
Jamia Tirmizi-346-Hasan
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1326* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1326* ❗
Ye dua / Alfaz kaunse Nabee ne kahe they ya unse kahne ko kaha gaya tha ?
Sawal 1 : الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي نَجَّانَا مِنَ الْقَوْمِ الظَّالِمِينَ
Allah ka shukr hai jisne hamko Zalimon se Aazadi dilayee
Sawal 2 : إِنَّنِي هَدَانِي رَبِّي إِلَىٰ صِرَاطٍ مُّسْتَقِيمٍ
Mere Rabb ne mujhe ek seedha raasta batla diya hai
A. Musa Alaihi Salam
B. Adam Alaihi Salam
C. Ibrahim Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Yusuf Alaihi Salam
F. Ayyub Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
Note : Agar kisi bhi sawal ka Jawab G ho to sahi jawab commets kijiye
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1326* ❗
Which Prophet was ordered to say these words ?
Quiz 1 : الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي نَجَّانَا مِنَ الْقَوْمِ الظَّالِمِينَ
Praise to Allah who has saved us from the wrongdoing people
Quiz 2 : إِنَّنِي هَدَانِي رَبِّي إِلَىٰ صِرَاطٍ مُّسْتَقِيمٍ
Indeed, my Lord has guided me to a straight path
A. Musa Alaihi Salam
B. Ismaeel Alaihi Salam
C. Ibrahim Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Yusuf Alaihi Salam
F. Ayyub Alaihi Salam
G. None of the above
H. O Allah increase my knowledge
Note : If Answer is G , kindly write the correct answer
💐 *Sahih Jawab : GG* 💐✅
-------
فَإِذَا اسْتَوَيْتَ أَنتَ وَمَن مَّعَكَ عَلَى الْفُلْكِ فَقُلِ الْحَمْدُ لِلَّـهِ الَّذِي نَجَّانَا مِنَ الْقَوْمِ الظَّالِمِينَ
(Allah Subhanahu ne Nooh Alaihi salam se farmaya) Jab tum aur tumhare Saathi kashti mein baith jao to kahna ki Allah ka shukr hai jisne hamko Zalimon se Aazadi dilayee
Surah Mumeenoon 23 : 28
-------
قُلْ إِنَّنِي هَدَانِي رَبِّي إِلَىٰ صِرَاطٍ مُّسْتَقِيمٍ دِينًا قِيَمًا مِّلَّةَ إِبْرَاهِيمَ حَنِيفًا ۚ وَمَا كَانَ مِنَ الْمُشْرِكِينَ
(O Muhammed SallAllaahu Alaihi Wasallam) Kah dijiye ki mujhe mere Rabb ne seedha raasta dikha diya hai (Yani Sahi deen) Ibrahim Alaihi salam ka jo ek Allah ko manne wale they aur mushriko mein se nahi they
Surah Al Anam 6:161
💐 *Answer : GG* 💐✅
-------
فَإِذَا اسْتَوَيْتَ أَنتَ وَمَن مَّعَكَ عَلَى الْفُلْكِ فَقُلِ الْحَمْدُ لِلَّـهِ الَّذِي نَجَّانَا مِنَ الْقَوْمِ الظَّالِمِينَ
(Allah Subhanahu Said to Nooh Alaihi salam) And when you have boarded the ship, you and those with you, then say, 'Praise to Allah who has saved us from the wrongdoing people.
Surah Mumeenoon 23 : 28
-------
قُلْ إِنَّنِي هَدَانِي رَبِّي إِلَىٰ صِرَاطٍ مُّسْتَقِيمٍ دِينًا قِيَمًا مِّلَّةَ إِبْرَاهِيمَ حَنِيفًا ۚ وَمَا كَانَ مِنَ الْمُشْرِكِينَ
(O Muhammed SallAllaahu Alaihi Wasallam) Say, "Indeed, my Lord has guided me to a straight path - a correct religion - the way of Abraham, inclining toward truth. And he was not among those who associated others with Allah.
Surah Al Anam 6:161