Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Shimla viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 11 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 24 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 32 mins ago
A visitor from Indapur viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 35 mins ago
A visitor from Kerala viewed '✦ : : Jo Zakat Adaa nahi karta' 37 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Hadith : Fasad aur fitno ke waq' 41 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 44 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 59 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 1 hr 4 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 1 hr 6 mins ago

Total Pageviews

4,421,526

Category

Search Hadith

Wednesday, October 21, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1251*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1251*❗


*Ek waqt aisa hota hai jab banda Quran ki tilawat karta hai to uski aayat farishto ke andar jati rahti hai*

*Sawal : Wo kaunsa waqt hai ?*

A. Subah ka waqt
B. Namaz padhte waqt
C. Kisi ko Quran ki talim dete waqt
D. Tahajjud ke waqt
E. Asar ke waqt
F. ishraq ke waqt
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1251*❗

*There is a time when the believer recite Quran it goes inside the angels*

*Sawal : Which time is that  ?*

A. Morning time
B. During the Prayer
C. While somebody teach Quran 
D. At the time of Tahajjud
E. Asar time
F. ishraq time
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Oh Allah increase my knowledge)



💐✅ Sahih Jawab : B 💐✅
-----
✦ : Ali Radi Allahu Anhu se riwayat hai RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne hume miswak ka hukum diya aur farmaya banda jab namaz ke liye khada hota hai to ek Farishta uske pas aata hai aur uske peeche khada ho kar gaur se Quran sunne lagta hai aur qareeb hota rehta hai wo sunta rehta hai aur qareeb hota rehta hai yaha tak ke wo apna muh uske muh par rakh deta hai uske baad wo Jo aayat bhi padhta hai to wo farishte ke pait mein jati hai

Al-Silsila-tus-Sahiha- 576


💐✅ Abswer : B 💐✅
-----
✦ : Narrated by Ali Radi Allahu Anhu that RasoollAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ordered us to do miswak (siwak) and said whenever a slave begin prayer, an angel comes and stays behind him,  he listens the Quran and get closer to him , he keep listening and getting closer to him , at last he put his mouth over the mouth of believer and after that whatever verse he recites it goes inside the belly of the angel
Al-Silsila-tus-Sahiha- 576


No comments:

Post a Comment