❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1233*❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Bade gunah (kabira gunah) kaun kaun se hain ?*
A. Allah ki Shafqat se naummed hona
B. Juaa khelna
C. Kafir ki namaz e janaza padhana
D. Kisi mazdur ki mazduri kha jana
E. Sharab peena
F. Musalman ko bina wajah takleef dena
G. Kisi jaanwar ko bina wajah qatl kar dena
H. Rabbi Zidni ilman
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1233*❗
*Answer are more than one*
*Quiz : Which are greate sins ?*
A. Despair of the blessing of Allah
B. Gambling
C. Performing the Funeral prayer of disbeliever
D. Not giving the wages of a worker after his work
E. Drink alcohol (Wine)
F. Hurting any believers without any reason
G. Killign animals without any reasone
H. Rabbi Zidni ilman
*💐✅ Sahih Jawab : ABDEG💐✅*
-----
✦ Al Quran : Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke bare mein puchte hain kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch fayde bhi hain magar unka Gunah unke fayde se bahut bada hai
Surah Al-Baqara, (2), Verse 219
✦ Ek Admee ne kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kabira gunah (Bade gunah) kya hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu Ke saath Shirk Karna, Allah Subhanahu ki Shafqat (naimat) se na ummeed hona aur Allah Subhanahu ki Rahmat se Mayus hona (kabira gunah hai)
Al-Silsila-tus-Sahiha 1050
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sabse bada gunah ye hai ki aadmee ek aurat se shadi karey us se apni hajat puri karey phir usko talaq de de aur uska haq e mahar bhi le le, aur dusra wo shakhs jisne kisi ke mazduri karwayee aur uski mazduri hathya li aur wo shaksh jisne kisi jaanwar ko fuzul mein qatl kar diya
Al-Silsila As-Sahiha 1920
*💐✅ Answer : ABDEG💐✅*
-----
✦ Al Quran : They ask you concerning alcoholic drink and gambling. Say: In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit.
Al Quran, Al-Baqara (2), Verse 219
✦ Narrated Abdullah bin Abas Radhi Allahu Anhu, A person asked, Ya RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! Which are the great sins?"He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, To join others in worship with Allah, to despair of the blessing of Allah, to despair of the mercy of Allah.
Al-Silsila As-Sahiha 1050
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said the great sins are
aadmee ek aurat se shadi karey us se apni hajat puri karey phir usko talaq de de aur uska haq e mahar bhi le le, aur dusra wo shakhs jisne kisi ke mazduri karwayee aur uski mazduri hathya li aur wo shaksh jisne kisi jaanwar ko fuzul mein qatl kar diya
Al-Silsila As-Sahiha 1920
No comments:
Post a Comment