*Bismillahirahmanirraheem*
✦: *Hadith : Jo buri maut se bachna chahta hai to wo Allah Subhanahu se darey aur Sila rehmi kare*
-----
✦:
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis ko yeh baat achi
lagti hai ke is ki Umar lambi kar di jaye aur is ke rizq mein ezafa kar
diya jaye aur buri maut ko is se dur kar diya jaye to woh Allah
Subhanahu se darey aur sila rahmi kare*
*Musnad Ahmed-9049 | Sahih*
-----
رسول
اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جس کو یہ بات اچھی لگتی ہے کہ اس
کی عمر لمبی کر دی جائے اور اس کے رزق میں اضافہ کر دیا جائے اور بری موت
کو اس سے دور کر دیا جائے تو وہ اللہ تعالیٰ سے ڈرے اور صلہ رحمی کرے۔
مسند احمد ٩٠٤٩-صحیح
----
✦:
रसूलल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस को ये बात अच्छी लगे की
उसकी उम्र लम्बी कर दी जाए और उसके रिजक़ में ईज़ाफा कर दिया जाए और बुरी मौत
को उस से दूर कर दिया जाए तो वो अल्लाह सुबहानहु से डरे और सिला रहमी करे
मसनद अहमद-9049 सही
----
✦:
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Who ever is pleased that
that his lease of life be pro longed and he be granted more wealth and
to be safe from evil death then he should fear Allah and should keep good relations with his
blood relations
*Musnad Ahmed-9049 | Sahih*
No comments:
Post a Comment