Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, October 19, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1248*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1248*❗


*Sawal : Inmein se wo kaunsa amal hai jo ek musalman ke liye noor ka sabab ban jata hai ?*

A. Allah ki raah mein Jihad karna
B. Zyada se zyada Hajj aur umrah karna
C. Ghar mein Nawafil namaz padhna
D. Allah ki kitab padhna aur padhana
E. Jab kisi ki wafat ke baad uske liye maghfirat ki dua karna
F. Yateem ki baalig hone tak parwarish karna
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1248*❗

*Sawal : Which deeds become a cause of light (noor) for the believers ?*

A. Fighting in the way of Allah
B. Performing Hajj and umrah continously
C. Praying Nawafil (Voluntary) prayer at home
D. Reciting and teaching the book of Allah 
E. Asking forgiveness after the death of any believer
F. Look after a orphan untill the age of maturity
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : C 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya bande ka apne ghar mein nawafil namaz padhna Noor hai,  ab jo chahta hai  wo apne ghar ko munawwar aur roshan kar le
Musnad Ahmed-2042-Sahih


*💐✅ Answer : C 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said  Praying Nawafil (Voluntary) prayer at home is a light (Noor) for the slave , now whoeven wants he may enlighten his home
Musnad Ahmed-2042-Sahih

No comments:

Post a Comment