Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Delhi viewed 'Hadith : Fasad aur fitno ke waq' 47 secs ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 3 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 18 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 23 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 25 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Salat Al-Tasbeeh' 29 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Hadith: Shab e Qadr 27 raat hai' 30 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Maa baap ke liye Qurani dua - Q' 34 mins ago
A visitor from Shimla viewed 'Maa baap ke liye Qurani dua - Q' 41 mins ago
A visitor from Coimbatore viewed 'Juma ki raat surah Al-kahaf pad' 51 mins ago

Total Pageviews

4,421,513

Category

Search Hadith

Tuesday, October 20, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1250*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1250*❗


*Sawal : Kaunse azkar ke liye ye kaha gaya ki Allah ki kitab yani Quran ke baad ye Afzal hai ?*

A. Durud e Ibrahim 
B. Sayyadual Astigfar 
C. Tashahhud (Attahiyaat)
D. SubhanAllahi wa bihamdihi 
E. La ilaha illAllah
F. SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1250*❗

*Sawal : For which Azkar it has been said that it is the best azkar after the Quran ?*

A. Durud e Ibrahim 
B. Sayyadual Astigfar 
C. Tashahhud (Attahiyaat)
D. SubhanAllahi wa bihamdihi 
E. La ilaha illAllah
F. SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Oh Allah increase my knowledge)


💐✅ Sahih Jawab : F 💐✅
-----
✦ : RasoollAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Quran majid ke baad chaar kalimat Afzal kalam hain aur ye bhi Quran kareem se hi hain wo char kalimat ye hain SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar , jis kalme se chahe shuru karo is se koi farq nahi padhega ( yani pahle Allahu Akbar ya Alhamdulillah Ya la ilaha illAllah bhi padh sakte hain)  
Musnad Ahmed-5455-Sahih


💐✅ Answer : F 💐✅
-----
✦ : RasoollAllah Sallallahu Alaihi wasallam said after the Quran these four words are the best and these are from the Quran also, 
SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar ,  you can start to recite any of the word you like,  it will be same
(it means you can change the order of the words to recite)
Musnad Ahmed-5455-Sahih

No comments:

Post a Comment