❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1249*❗
*Sawal : Kausne Nabee ne ye dua farmayee thi ki wo jo bhi faisla karey wo Allah Subhanahu ke hukm par ho aur wo dua Qubul bhi ki gayee ?*
A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Idris Alaihi Salam
D. Eesa Alaihi Salam
E. Sulaiman Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1249*❗
*Sawal : Which prophet asked to Allah that if he do any Judgement it may become according the Judgement of Allah?*
A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Idris Alaihi Salam
D. Eesa Alaihi Salam
E. Sulaiman Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : E 💐✅*
-----
Abdullah bin Amro Radi Allahu Anhuma se riwayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sulaiman bin Dawood Alaihis salaam ne Jab Baitul Maqdis banaya toh Allah Subhanahu se teen khusoosiyaat (dua) maangi *Aisa faisla jo Allah Subhanahu ke hukm ke muwafiq ho* Ye maan li gayi. Aisee Hukumat jo unke baad kisi ke layeq na ho. Ye bhi maan li gayi. Jab Aap Masjid (Baitul Maqdis) banane se farigh huye toh ye Dua Maangi ke jo shakhs bhi iss masjid me aaye aur usey aane par Namaz hi ne ubhara ho yani sirf namaz padhne hi aaya ho toh usey gunahoun se iss tarah saaf karde jis tarah uski Maa ne usey (Gunahon se paak) jana tha.
*Sunan Nasai : 694-Sahih*
*💐✅ Answer : E 💐✅*
-----
It was narrated from 'Abdullah bin 'Amr that the Messenger of Allah (ﷺ) said: When Sulaiman bin Dawud Alaihi salam finished building Bait Al-Maqdis, he asked Allah for three things: Judgement that was in harmony with His judgement (means if he do any Judgement it may become according the Judgement of Allah) and he was given that. And he asked Allah for a dominion that no one after him would have, and he was given that. And when he finished building the Masjid he asked Allah, the Mighty and Sublime, that no one should come to it, intending only to pray there, but he would emerge free of sin as the day his mother bore him."
*Sunan Nasai : 694-Sahih*
No comments:
Post a Comment