Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, October 17, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1246*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1246*❗


*Ek baar ek sahabi ne dusre Sahabi ki wafat par ye tamanna ki thi ki kaash wo bhi Allah Subhanahu ke waha unke jaisa naama e Aamal lekar jaa sakte*

*Sawal 1 : Jinki wafat huyee thi wo kaun sahabi they ?*

*Sawal 2 : Jinhone wo tamanna ki thi wo kaun sahabi they ?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
F. Hamza Radi Allahu Anhu
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1246*❗

*Once a sahabi wished on the death of another sahabi that He were meet with Allah with the same record of deeds as that sahabi had*

*Quiz 1 : What is the name of that sahabi who was die ?*

*Quiz 2 : What is the name of  that sahabi who wished like that ?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Khalid bin waleed Radi Allahu Anhu
F. Hamza Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahi Jawab: BD 💐✅*
-----
Abu Hujifa Radi Allahu Anhu se riwayat hai main Sayyadna Umar Radi allahu anhu ke pas tha un par ek kapda dal kar unhein dhanpa gaya tha, wo wafat paa chuke they sayyadna Ali radi allahu anhu tashreef laye unhone Aap ke chehre se kapda hataya aur kaha Eh abu Hafsa aap par Allah ki rehmat ho Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke baad Aap se badh kar koi Aadmee mujhe itna mehbub nahi ke main us jaisa naam e aamal liye huye Allah subhanahu se jaa kar milu 
Musnad Ahmed - 12234-Sahih


*💐✅ Sahi Jawab: BD 💐✅*
-----
Narrated  by Abu Hujifa Radi Allahu Anhu that I was with  Umar Radi allahu anhu , he was died and his face was covered by a cloth , I saw that Ali Radi Allahu Anhu came and removed the cloth from his face, and said O Abu Hafsa , Mercy of Allah be upon you , after the Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam , no one is such beloved to me as you are , I wish I were meet to Allah with the same records of deeds as you have 
Musnad Ahmed - 12234-Sahih


No comments:

Post a Comment