❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1210* ❗
*Sawal 1 : كَالصَّرِيمِ - kaalssareemi / KassareemI - ka matlab kya hai*
A. Kati huyee kheti
B. Munh ke bal Ondhe padhe huye
C. Aankho ki roshni le jane wali chamak
D. Kaano ko bahra kar dene wali Gunj
E. Khajur ke khokhle taney
F. Khaya hua Chara
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
*Sawal 2 : Ye Azab kis par aaya tha ?*
A. Ashab Al Qariyah
B. Ashab Al Ukhdud
C. Ashab Al Jannat
D. Ashab Al Sabt
E. Ashab Al Madyan
F. Ashab Al Hijr
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1210* ❗
*Sawal 1 : What is the meaning of كَالصَّرِيمِ - kaalssareemi / Kassareemi* ?
A. Reaped
B. Upside down
C. A light which takes the eyesight
D. A Loud Noise which takes the hearing
E. Hollow trunk of palm tree
F. Eaten crop
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*Sawal 2 : This punishment came to whom ?*
A. Ashab Al Qariyah
B. Ashab Al Ukhdud
C. Ashab Al Jannat
D. Ashab Al Sabt
E. Ashab Al Madyan
F. Ashab Al Hijr
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*Bismillahirrhamanirraheem*
*💐✅ Sahi Jawab : AC 💐✅*
-----
إِنَّا بَلَوْنَاهُمْ كَمَا بَلَوْنَا أَصْحَابَ الْجَنَّةِ إِذْ أَقْسَمُوا لَيَصْرِمُنَّهَا مُصْبِحِينَ وَلَا يَسْتَثْنُونَ
فَطَافَ عَلَيْهَا طَائِفٌ مِّن رَّبِّكَ وَهُمْ نَائِمُونَ فَأَصْبَحَتْ كَالصَّرِيمِ
-----
Al Quran : Hamne un logo ki usee tarah aazmayeesh ki jis tarah baag walon (Ashab Al jannat) ki aazmayeesh ki thi
Jab unhone qasmein kha kha kar kaha tha ki subah hote hote ham is baag ka mewa tod lenge aur inn sha Allah nahi kaha
so wo abhi so hi rahe they ki tumahare Rabb ki taraf se (raatoon raat) us par ek aafat phir gayee
to wo aisa ho gaya jaise kati huyee kheti (yani Kassareemi)
*Surah Al-Qalam 68 : 17-20*
Bismillahirrhamanirraheem
*💐✅ Answer: AC 💐✅*
-----
إِنَّا بَلَوْنَاهُمْ كَمَا بَلَوْنَا أَصْحَابَ الْجَنَّةِ إِذْ أَقْسَمُوا لَيَصْرِمُنَّهَا مُصْبِحِينَ وَلَا يَسْتَثْنُونَ
فَطَافَ عَلَيْهَا طَائِفٌ مِّن رَّبِّكَ وَهُمْ نَائِمُونَ فَأَصْبَحَتْ كَالصَّرِيمِ
-----
Indeed, We have tried them as We tried the companions of the garden (Ashab Al jannat), when they swore to cut its fruit in the [early] morning Without making exception.
So there came upon the garden an affliction from your Lord while they were asleep.
And it became as though reaped.
*Surah Al-Qalam 68 : 17-20*
No comments:
Post a Comment