Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, August 25, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1205* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1205* ❗


*Ek sahabi aise they jinki Namaz e janaza baar baar padhayee gayee*

*Sawal 1 : Wo sahabi kaun they ?*

A. Hamza Radi Allahu Anhu
B. Ali Radi Allahu Anhu
C. Hussain Radi Allahu Anhu
D. Jafar Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu Anhu
F. Hanzala Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Unki Namaz e janaza kitni baar padhayee gayee ?*

A. 70
B. 50
C. 25
D. 17
E. 10
F. 11
G. 7
H. Rabbi Zidni ilma



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1205* ❗

*There was a sahabi whose funeral prayer was repeated more than one*

*Sawal 1 : Who was he ?*

A. Hamza Radi Allahu Anhu
B. Ali Radi Allahu Anhu
C. Hussain Radi Allahu Anhu
D. Jafar Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu Anhu
F. Hanzala Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma


*Sawal 2 : How many times his funerel prayer was repeated ?*

A. 70
B. 50
C. 25
D. 17
E. 10
F. 11
G. 7
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : AA 💐✅*
-----
✦ Sahaba Radi Allahu Anhum ne jab (Uhad ke) Shuhada e karam ko dekha to Sayyadna Hamza Radi Allahu Anhu ka pait chaak kiya 

gaya tha Abu Sufiyan ki biwi hind ne unka jigar nikal kar usay chabaya magar wo usay khaa na saki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ke kya usne usmein se kuch khaya tha?  Sahaba Radi Allahu Anhum ne kaha ji nahi Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah subhanahu Hamza Radi Allahu Anhu ke jism ke kisi bhi hisse ko dozakh mein dakhil karne wala nahi hai phir Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne hamza Radi Allahu Anhu ki mayyat ko samne rakh kar unki Namaz e janaza adaa ki 

✦ Uske baad ek Ansari Radi Allahu Anhu ki mayyat ko laya gaya usay Hamza Radi Allahu Anhu ke pehlu mein rakh kar unki namaz 

e janaza adaa ki gayee, Ansari Radi Allahu Anhu ki mayyat ko utha liya gaya aur Hamza Radi Allahu Anhu ki mayyat ko wahi rehne diya gaya phir ek aur shaheed ko laya gaya usay phir Hamza Radi Allahu Anhu ke pehlu mein rakh kar unki Namaz e janaza adaa ki gayee phir usay utha liya gaya aur Hamza Radi Allahu Anhu ko wahi rehne diya gaya yaha tak ke us din Nabi Sallallahu Alahih wasallam ne unki Namaz e Janaza sattar baar ada farmayee 
Musnad Ahmed - 10731


*💐✅ Answer : AA 💐✅*
-----
✦ When the Sahaba Radi Allahu Anhuma saw the martyr (of Uhud) they found that the stomach of Hamza Radi Allahu Anhu was cut, Hinda the wife of Abu Sufyan took his heart out and tried to eat but she couldn't, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam asked to sahab that has she eaten something from his body ? they said No, then Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kept the body of Hamza Radi Allahu Anhu infornt of him and prayed his funerel prayer.

✦ After that a body of Ansari sahabi brought and his funerel prayer was performed and the body of Hamza radi allahu anhu was kept with him, after that one more martyr brought and kept near the body of Hamza radi Allahu Anhu and funerel prayer was performed and that body was taken away but the body of Hamza Radi Allahu Anhu was kept there. That day Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam performed seventy times the funerel prayer of Hamza Radi Allahu Anhu.
Musnad Ahmed - 10731-Sahih (Part)

No comments:

Post a Comment