Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, August 18, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1199* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1199* ❗

*Sawal : Rasool Allah ﷺ ne ek baar kisi se Qarz liya tha aur us Qarz ko wapas lautate waqt qarz dene wale ko ek dua di thi wo dua kaunsi thi ?*

A. BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
B. Allahumma Salli Alaihim
C. Allahumma Barik lana feeh wa zidna minhu
D. Allahummakfini Bihalalika
E. Barak Allah fik wa Yubashshiruka Biljnnah
F. Jazakumullahu Khairan Bil jannah
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1199* ❗

*Sawal : Once Rasool Allah ﷺ took loan from a sahabi and when he was returning it , He gave a dua to him , what was that dua ?*

A. BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
B. Allahumma Salli Alaihim
C. Allahumma Barik lana feeh wa zidna minhu
D. Allahummakfini Bihalalika
E. Barak Allah fik wa Yubashshiruka Biljnnah
F. Jazakumullahu Khairan Bil jannah
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)



*💐✅ Sahih Jawab : A 💐✅*
-----
Isma'il bin Abi Rabi'ah  Apne walid se aur wo apne dada se rivayat karte hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne ne ghzwa e hunain ke moqe par unse 30 ya 40 hazar Qarz liya phir jab hunain se wapas aaye to Qarz ada kiya aur us waqt Aap  Sallallahu Alahih Wasallam ne unse farmaya 
بَارَكَ اللَّهُ لَكَ فِي أَهْلِكَ وَمَالِكَ
BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
Allah subhanahu aapke Ahl-o-Ayal aur Maal mein barkat ata farmaye
phir farmaya Qarz ka badla ye hai ki usko pura chuka diya jaye aur Qarz dene wale ka shukriya ada kiya jaye
Sunan Ibn Maja-2424-hasan


*💐✅ Answer : A 💐✅*
-----
Isma'il bin Abi Rabi'ah Al-Makhzumi narrated from his father, from his grandfather, that :
the Prophet (ﷺ) borrowed thirty or forty thousand from him, when he fought at Hunain. When he came back he paid the loan, then the Prophet (ﷺ) said to him
بَارَكَ اللَّهُ لَكَ فِي أَهْلِكَ وَمَالِكَ
BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
May Allah Subhanahu  bless your family and your wealth for you. 
The reward for lending is repayment and words of praise
Sunan Ibn Maja#2424-Hasan

No comments:

Post a Comment