Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, August 18, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1198* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1198* ❗

*Sawal : Wo kya hai jiski wajah se jannat ke darwaze tang ho jayenge ?*

A. Kuffar ke jannat ke kareeb aane ki wajh se
B. Jahannamiyo ke saans lene ki wajah se
C. Yahud o nasara ke jannat ke kareeb aane ki wajah se
D. Qayamat ke din beshumar farishte waha par khade honge
E. Ahl-e-jahannam jab jannat mein daale jayenge
F. Shaitan jab jannat ke kareeb aayega
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1198* ❗

*Sawal : For which reason the door of the paradise will be narrow ?*

A. When the disbelievers will come closer to it
B. When the p[eople of this ummah will enter in the paradise
C. When the Jews and chirstians will come closer to it
D. The lot of Angels will be stand on the doors
E. When the people of the hell will return to paradise
F. when Iblis will come closer to paradise
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)



*💐✅ Sahih Jawab : G  💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya tum ummaton ke sattar (70) ke adad ko pura karne wale ho unmein se tum sabse Aakhir aur Allah subhanahu ke yaha sabse muazziz aur mukarram ho, jannat ke darwazon ke lakdiyo ke beech ki jagah 40 saal ki musafat hai (yani darwazo ke ek janib ki lakdi se dusri janib ki lakdi ka fasla tay karne mein 40 saal lag jaye itna bada darwaza hai) lekin  jannat ke darwaze iss qadr chodhey hone ke bawajud tumahare ek saath andar dakhil hone ki wajah se  tang ho jayenge
(SubhanAllah yani itne zyada tadad mein ye ummat  jannat mein dakhil hogi)
Musnad Ahmed - 12468-Sahih


*💐✅ Answer : G  💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said you will comeplete the number of Seventy of the nation it means you are the last nation but near Allah you are the most respectful nation among all other nations, the distance between the door wood of the paradise is forty year( it means to cover that distance a perosna has to walk for forty year) Although the door are such widen yet it will become narrow when you will enter in the paradise (because of your rush and large number) 
Musnad Ahmed - 12468-Sahih

No comments:

Post a Comment