❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1203* ❗
*Sawal : Wo kya hai jiske liye hadith mein aaya hai ki agar wo sitare ke pass bhi hota / hoti to ajam ke log (Non Arab) waha tak bhi pahuch jaate?*
A. Maal
B. Jannat
C. Shafaat
D. Imaan
E. Deen
F. Sila rahmi
G. HIjrat
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1203* ❗
*Sawal : For which thing it was said if it were hanging on the distant star, the men from the non-Arab would reach it ?*
A. Wealth
B. Paradise
C. Intercession
D. Faith
E. Religion
F. Sila rahmi (being good with relatives)
G. Migration
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : D 💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya maine khwab mein Kali rang ki bahut zyada bakriya dekhein unmain badi tadad mai safeed rang ki bakriya dakhil ho gayee Sahaba Radi Allahu Anhuma ne aarz Kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam aap ne iss khwab ki kya tabir ki Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ajmi log tumare deen aur nasab mai sharik honge Unhone Kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ajmi ? ( Ye Aap keh rahe hain) Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya agar Imaan sarya sitare ke Sath latka hota toh ajmi ke Kuch log us tak bhi pahuch jaate ( Yaad rahe ke ) wo intehayee Khush bakht log honge
Al-Silsila Sahiha 3498
*💐✅ Answer : D 💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said, I saw in the dream that there is a group of black sheep and then a group of white sheep mixed with the black ones, The Companion asked what is the interpration of this dream ?he said Non Arab will enter in Islam and then share with you your genealogy and your wealth.
The companions became surprised by what he said. Then one said, The non-Arab will enter our land, Oh Messenger of Allah Sallallahu Alahih Wasallam? The Prophet Sallallahu Alahih Wasallam then said, Yes. By He Who Has my soul in His Hand, if the faith was hanging on the distant star, men from the non-Arab would reach it and remember that they will be very cheerful people.
Al-Silsila Sahiha 3498
No comments:
Post a Comment