Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 13, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1196* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1196* ❗

*Sawal 1 : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ki jo Muhar lagane ke liye anguthi thi uski hifazat ki zimmedari kaunse sahabi ki thi ?*

*Sawal 2 : Wo Anguthi kaunse sahabi ki wajah se ghum (lost) ho gayee ?*

A. Zaid Radi Allahu anhu
B. Suraqa Radi Allahu anhu
C. Urwah bin Mas'ud Radi Allahu anhu
D. Dihya Al kalbi radi allahu anhu
E. Muaiqib Radi Allahu Anhu
F. Talha Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1196* ❗

*Sawal 1 : Who was the keeper of the Ring of Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam which was used to stamp ?*

*Sawal 2 : Who lost that ring ?*

A. Zaid Radi Allahu anhu
B. Suraqa Radi Allahu anhu
C. Urwah bin Mas'ud Radi Allahu anhu
D. Dihya Al kalbi radi allahu anhu
E. Muaiqib Radi Allahu Anhu
F. Talha Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : EE  💐✅*
-----
Muaiqib Radi Allahu Anhu se riwayat hai Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ki anghuthi (Jo Muhar lagane ke liye kaam mein li jati) wo lohe ki thi jis par chandi ka khol chadaya gaya tha aur kuch waqt wo mere haath mein rehti thi aur Mu'aiqib Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ki anguthi mubarak ki hifazat karte they
Sunan Nisai - 5208

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne chandi ki anghuthi banwaye usmein ye naqsh karwaya Muhammed Rasool-Allah aur farmaya koi shaks meri iss anghuthi ke naqsh ke mutabiq naqsh na banwaye jab Aap Sallallahu Alahih Wasallam us anguthi ko pahante to anghuthi ke nageene ko hatheli ke andar ki taraf kar liya karte they aur yahi wo anghuti thi jo Muaiqib Radi Allahu Anhu ke haath se Aris (kuwe)  mein gir gayee 
Sahih Muslim - 5477



*💐✅ Answer : EE  💐✅*
-----
Iyas bin Al-Harith bin Al-Mu'aiqib narrated that his grandfather Mu'aiqib said The ring of the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam  was made of iron with silver twisted around it. He said: And sometimes it was on my hand. And Mu'aiqib was the keeper of the ring of the Messenger of Allah SallAllahu Alaihi Wasallam 
Sunan Nasai Book 48, 5208-Hasan

Ibn Umar reported that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam made for himself a silver ring, and had these words engraved upon it (Muhammad, RasoolAllah), and said: No one should engrave anything like the engraving of this signet ring of mine. And when he wore it, he kept its stone towards the inside of his palm, and it was this which fell down from the hands of Mu'ayqib into the well of Aris.
Sahih Muslim Book 24, 5213

No comments:

Post a Comment