Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, August 30, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1209* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1209* ❗


*Sawal: Allah subhanahu ko kaunse 3 Aamal sabse ziyada pyare hain usko zyada se kam mein tarteeb dijiye , yani jo sabse zyada Allah ko pyara amal hai wo sabse pahle likhe aur ans is tarah dijiye CBA.....?*

A.Tahajjud ki namaz padhna
B. Sila Rahmi karna
C. Tauba Astagfar karna
D. Allah ke raaste mein jihad karna 
E. Waldein ki saath Neik suluq karna
F. Waqt par namaz parhna
G. Sadqa karna
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1209* ❗

*Quiz : Arrange three dearest deeds to Allah,  in order by from more to less , the deeds which is mot dearest should come first ?*

A. Praying Tahajjud 
B. To be good  with relatives
C. Asking Forgivensss (Astagfar)
D. Fighting in the way of Allah
E. To be good with Parents
F. To offer the prayers at times
G. Charity (Sadqa)
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


*💐✅ Sahih Jawab : FED 💐✅*
-----
Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu  se rivayat hai ki mainey Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki Allah subhanahu  ki baargah mein kaunsa Amal sabse ziyada Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne faramaya apney waqt par namaz parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke saath neik suluq karna, mainey pucha iskey baad Aapne farmaya Allah ke raaste mein Jihad karna.
Sahih Bukhari,  527


*💐✅ Answer: FED 💐✅*
-----
Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu  :I asked the Prophet Peace be upon him  "Which deed is the dearest to Allah?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in Allah's cause." 
Sahih Bukhari,  Volume 1, Book 10, Number 505:


No comments:

Post a Comment