Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Hussain Radi allahu anhu mujh se
hain aur Main Hussain se hu
-------------
✦ Said Bin abu Rashid Radi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Yala bin Murrah ne kaha ki ek
baar wo Log Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-
Wasallam ke saath Daawat e Taa’m ke liye nikle
Hussain Radi allahu anhu Gali mein khel rahey
they NABEE Sallallahu Alaihi Wasallam logon
se aagey badey aur apney haath phaila diye
(hazrat Hussain Radi Allahu Anhu ) idhar
udhar bhagne lage Nabee Sallallahu Alaihi
Wasallam unhe hasate rahe yahan tak ki unko
pakad liya Aapne ek haath thodi ke neeche aur
dusra haath sir ke upar rakha aur Bosa liya phir
farmaya Hussain mujh se hain aur Main
Hussain se hu aur ALLAH us se Muhabbbat
rakhte hain jo Hussain se muhabbbat rakhta hai
Sunan Ibn Majah, Vol 1 ,144-Hasan
-------------
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۱۴۴
--------------------------
✦ सईद बिन अबू राशिद रदी अल्लाहू अन्हु से
रिवायत है की याला बिन मुर्राह ने कहा की एक बार
वो लोग रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम
के साथ दावत ए ताम के लिए निकले , हुसैन रदी
अल्लाहू अन्हु गली में खेल रहे थे नबी सलअल्लाहू
अलैही वसल्लम लोगों से आगे बड़े और अपने हाथ
फैला दिए (हज़रत हूसेन रदी अल्लाहू अन्हु ) इधर
उधर भागने लगे नबी सलअल्लाहू अलैही वसल्लम
उन्हे हंसाते रहे यहाँ तक की उनको पकड़ लिया
, आपने एक हाथ उनकी ठोड़ी (chin) के नीचे और
दूसरा हाथ सर के ऊपर रखा और बोसा लिया फिर
आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया हुसैन
मुझ से हैं और मैं हुसैन से हूँ और अल्लाह उस से
मुहब्ब्बत रखते हैं जो हुसैन से मुहब्ब्बत रखता है
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 1, 144 - हसन
-------------
✦ Narrated by Said bin Abu Rashid may
ALLAH be pleased with him that Yala bin
Murrah told them that they had gone out with
the Prophet (Peace be upon him ) to a meal to
which they had been invited, and Husain radi
allahu anhu was there playing in the street. The
Prophet (Peace be upon him ) came in front of
the people and stretched out his hands, and the
child started to run here and there. The Prophet
Peace be upon him made him laugh till he
caught him, then he put one hand under his chin
and the other on his head and kissed him, and
said, “Husain is part of me and I am part of him.
May Allah love those who love Husain.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 ,144 -Hasan
No comments:
Post a Comment