Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, September 30, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 965 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 965 ❗

Sawal : Allah Subhanahu ne Quran mein Kaunse Nabee ki Qasam uthayee hai ?

A. Adam Alaihi Salam
B. Nooh Alaihi Salam
C. Ibrahim Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. Eesa Alaihi Salam
F. Idris Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Quiz : Allah Subhanahu took oath of which Prophet in Quran ?

A. Adam Alaihi Salam
B. Nooh Alaihi Salam
C. Ibrahim Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. Eesa Alaihi Salam
F. Idris Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know


*Bismillahirrahmanirraheem*

*Sahi jawab: A*
----
*وَوَالِدٍ وَمَا وَلَدَ*
Al-Quran : Aur baap (Yani Adam Alahih Salam) aur unki Auald ki Qasam
----
*لَقَدْ خَلَقْنَا الْإِنسَانَ فِي كَبَدٍ*
ki hamne insan ko taklif (ki halat) mein ( rehne wala) banaya hai
Surah Al-Balad (90) : 3-4

Tafsiur Ibn kathir : Baap se murad Adam Alahih Salam aur Aulad se murad kul insan kyu ke us se pahle qasam hai Makka ki jo tamam zameen ki maa hai toh uske baad uske rehne walo ki qasam kahyee aur rehne wale Yani insan ke asal aur uski jad yani Adam Alahih Salam ki phir unki Aulad ki Qasam kahyee
Tafsit Ibn Kathir , Surah Al-Balad (90) : 3-4



*Bismillahirrahmanirraheem*

*Answer A*
----
*وَوَالِدٍ وَمَا وَلَدَ*
Al-Quran : And by the begetter (i.e. Adam Alaihi Salam) and that which he begot (i.e. his progeny).
----
*لَقَدْ خَلَقْنَا الْإِنسَانَ فِي كَبَدٍ*
----
Verily, We have created man in toil.
Surah Al-Balad (90) : 3-4

Tafsir Ibn Kathir : Mujahid, Abu Salih, Qatadah, Ad-Dahhak, Sufyan Ath-Thawri, Sa`id bin Jubayr, As-Suddi, Al-Hasan Al-Basri, Khusayf, Shurahbil bin Sa`d and others have said, "Meaning, by the begetter, Adam, and that which he begot is his children.'' This view that Mujahid and his companions have chosen is good and strong. This is supported by the fact that Allah swears by the Mother of the Towns, which are dwellings. Then after it He swears by the dwellers therein, who is Adam, the father of mankind, and his children. 
Tafsir, Surah Al-Balad (90) : 3-4

No comments:

Post a Comment