❗Only-Quran-Hadith Quiz 953 ❗
Sawal : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne ismein se kisko Afzal Neki kaha hai ( Yani jiski fazeelat sabse zyada ho) ?
A. Kisi Musalman ki madad karna
B. Tahajjud ki Namaz Ada karna
C. La ilaha illAllah kahna
D. Chasht ki Namaz ada karna
E. Apne gharwalo ko Halal kamayee khilana
F. Allah ki raah mein Raat ko pahra dena
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz ❗
Quiz : For which deed Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said this is the best of good deeds ?
A. To help any believer
B. Praying Tahajjud
C. Saying La ilaha illAllah
D. Praying Chasht (Duha)
E. Earning halal to feed the family
F. Petroling in the night for the sake of Allah
G. None of the above
H. I want to know
Sahi jawab C
------
Abu Dharr Radi Allahu Anhu se riwayat hai mein ne kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam aap mujhe waseeyat karen Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jab burayee ho jaye toh uske baad neiki kar taake wo burayee ke asar ko mita de meine kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam kya laa illaha illallaha bhi neiki hai Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ye to sabse zyada fazilat wali neiki hai
Musnad Ahmed # 5423-Sahih
Answer C
------
Abu Dharr Radi Allahu Anhu once asked to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam for advice. Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: When you carry out an evil deed follow it up with a good deed it will wipe out the [ill effects] of the bad deed. Abu Dharr Radi Allahu Anhu asked, Is [saying] La ilaha illallah regarded to be a good deed?
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam replied, This is the best of good deeds.

No comments:
Post a Comment