Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, September 8, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 945❗


❗  Only-Quran-Hadith Quiz 945❗

Sawal 1 : Kaunsi surah ke liye farmaya  gaya ki isko padhna barkat aur chorh dena  afsos hai ?

Sawal 2 :  kaunsi surah Quran ka Afzal Hissa hai ?

A. Surah Baqara
B. Surah  Aal-e-Imran
C. Surah Fatiha
D. Surah Ikhlas
E. Surah Mulk
F. Surah Al-Falaq
G. Surah An-Nas
H. Sahih Jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Quiz 1 : For which surah it has been said that  Reciting this surah is a blessing and to give it up is a cause of grief ?

Quiz 2 : Which surah is the excellent part of Quran ?

A. Surah Baqara
B. Surah  Aal-e-Imran
C. Surah Fatiha
D. Surah Ikhlas
E. Surah Mulk
F. Surah Al-Falaq
G. Surah An-Nas
H. I want to know

✅: Sahih Jawab AC
------------
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Quran padha karo kyunki ye Qayamat ke din apne padhne walo ke liye sifarishi ban kar aayega aur do chamakti surtein padha karo ek surah baqara aur dusri Surah Aal-e-imran, kyunki wo Qayamat ke maidan mein is tarah aayengi jaise ki do badal hain, ya do saayeban ya do tukdiyan hai udte huye jaanwaro ki aur apne logo ki taraf se hujjat karti huyee aayengi (yani uske padhne walo ke liye sifarish karengi) Surah baqara ko padha karo kyunki iska padhna barkat hai aur iska chorh dena hasrat hai aur jadugar log iska muqabla nahi kar sakte
Sahih Muslim, Jild 2, 1874


Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya mai tumhe Quran ke afzal hisse ke bare mai na batauu? aur phir Aapne ye surah tilawat farmayee Alhamdulillahi Rabbil Aalameen (Surah fatiha)
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2783

✅:Answer AC
-------
Abu Umama said he heard Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam said recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come as an intercessor for those who recite It. Recite the two bright ones, Al-Baqara and Surah Al Imran, for on the Day of Resurrection they will come as two clouds or two shades, or two flocks of birds in ranks, pleading for those who recite them. Recite Surah al-Baqara, for recite to it is a blessing and to give it up is a cause of grief, and the magicians cannot confront it.
Sahih Muslim, Book 4, 1757


Narrated by Anas Radi Allahu Anhu once RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Should I not inform you of the most noble and excellent part of the Quran?” He then recited Alhamdulillahi Rabbil Aalmeen (Surah Fatiha)”
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2783

No comments:

Post a Comment