Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, September 14, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 949❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz  949❗

Sawal : Wo kaun hai jiski Gardan (Neck) mein Qayamt ke din Saanp ka tauk dala jayega ?

A. Maal hote huye bhi jaruratmand rishtedaro ki madad nahi karne wala
B. Geebat karne wala
C. Sood ka maal khane wala
D. Haram maal se apne gharwalo ko khilane wala
E.  Logo ki nahaq zameen le lene wala
F.  Apna maal badhane ke liye Logo se maangne wala
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Quiz : Whose neck will be surrounded with a snake on the day of qayamah ?

A. The one who has surplus money and doesnt help his relatives in need
B. The one who backbites
C. The one who eat Riba (usuary)
D. The one who feeds his family with haram money
E. The one who takes somebody's land with illegal way
F. The one who begs money to increase his wealth
G. None of the above
H. I want to know

✅: Sahi Jawab  A
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi bhi rishtedar apne kisi rishtedar ke paas aata hai aur Allah Subhanahu ne usay jo ataa Kiya hai usmein se fazal (zarurat se zyada maal) ka sawal karta hai aur wo bukhal se pesh aata hai toh Qayamt ke din Uske liye dozakh se ek sanp nikala jaega jisko shuja kaha jata hai wo phunkar raha hoga us se uski gardan mai tauk bana kar dal diya jaega 
Al-Silsila-As-Sahiha # 168

✅: Answer A
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said when a person go to his relative and ask for giving him property which is surplus with him and he refuses or becomes miser to give it to him,  On the Day of resurrection a snake will brough out from the hell which is called Shuja, and it would be made to wear around his neck 
Al-Silsila-As-Sahiha # 168

1 comment:

  1. Nice blog thanx for sharing, we At Capital Bolts Our primary focus is on providing high-quality products from many manufacturers.
    Din 84
    DIN 85
    Din 95
    Din 96
    Din 97

    ReplyDelete