Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, September 10, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 946❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 946❗


Sawal : Wo kaunsi namaz hai jisko padhne se badan ke har ek jod (joints) ka sadqa ada ho jata hai ?

A. Juma
B. Dhuhar
C. Asr
D. Fajr
E. Isha
F. Tahajjud
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

! Only-Quran-Hadith Quiz !

Quiz : Which prayer is equal to the charity (Sadqa) of all body joints ?

A. Juma
B. Dhuhar
C. Asr
D. Fajr
E. Isha
F. Tahajjud
G. None of the above
H. I want to know


✅: Sahi Jawab G
Chasht / Duha  ki namaz
----------
Abu Dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Subah hote hi  tum mein se har ek shakhs ke har ek  jod (joints) par sadqa wajib ho jata hai, phir har ek tasbeeh (yani subhanAllah kahna) sadqa hai , Har ek tamheed (Yani Alhamdulillah kahna ) sadqa hai ,aur har ek tehleel(La ilaha ilAllah kahna) bhi sadqa hai aur har ek takbir (Allahu Akbar kahna) bhi sadqa hai, (kisi ko) achchi baat sikhana bhi sadqa hai aur (kisi ko) buri baat se rokna bhi sadqa hai in Tamam kaamo ki jagah chasht (Duha / IShraq) ki do rakatein kaafi ho jati hain jisko wo padh leta hai
Sahih Muslim, Jild 2, 1671


✅: Answer G
Dhuha / Chasht Prayer
----------
Abu Dharr Radi Allahu Anhu reported The prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said In the morning charity is due from every bone in the body of every one of you. Every utterance of Allah's glorification (Saying SubhanAllah) is an act of charity. Every utterance of praise of Him (Saying Alhamdulillah) is an act of charity, every utterance of profession of His Oneness (Saying La ilaha ilAllah) is an act of charity, every utterance of profession of His Greatness (Saying Allahu Akbar) is an act of charity, enjoining good is an act of charity, forbidding what is distreputable is an act of charity, and two rak'ahs which one prays in the forenoon (Duha Prayer) will suffice.(for the charity of all body joints)
Sahih Muslim, Book 4, 1557


No comments:

Post a Comment