Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, September 3, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 941 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 941 ❗

Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam kaunse din safar karna zyada pasand farmate they  ?

A. Sunday (Aitwar)
B. Monday (Peer)
C. Tuesday (Mangal)
D. Wednesday (Budh)
E. Thrusday (Jumerat)
F. Friday (juma)
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

! Only-Quran-Hadith Quiz !

Sawal : On which day Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to prefer travel ?

A. Sunday (Aitwar)
B. Monday (Peer)
C. Tuesday (Mangal)
D. Wednesday (Budh)
E. Thrusday (Jumerat)
F. Friday (juma)
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

✅: Sahi Jawab E
-------
Kab bin malik radi allahu anhu farmate hain ki bahut hi kam aisa hua ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Jumerat ke siwa aur kisi din safar ko nikle ho (yani Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam jumerat ko safar karna zyada pasand farmate)
Sahih Bukhari, 2949

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Ghazwa e Tabuk le liye jumerat ko nikle they aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam jumerat ke din safar karna pasand farmate they.
Sahih Bukhair, 2950

✅:Answer E
-------
Kab bin Malik used to say Rarely did Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam set out for a journey on a day other than Thursday.
Sahih Bukhair,Book 52, 198

Narrated Kab bin Malik The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam set out on Thursday for the Ghazwa of Tabuk and he used to prefer to set out (travel) on Thursdays.
Sahih Bukhari,Book 52, 199

No comments:

Post a Comment