Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, September 16, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 950 ❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 950 ❗

Allah Subhanahu ne Quran mein farmaya 

قُتِلَ أَصْحَابُ الْأُخْدُودِ
Qutila Ashab al-Ukhdud

Sawal 1 : Yaha Ashab Al Ukhdud kisko kaha gaya hai ?

A. Bade Mahlo wale
B. Ghazwa e Khandaq mein ladne wale
C. Pahado mein apna ghar banane wale
D. Khandaq Khodne wale
E. Samundar mein raasta banane wale
F. Allah ki raah mein ladne wale
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 :  Ashab Al Ukhdud ka anjam kya hua ?

A. Wo Kaamyab ho gaye
B. Un ke jismo mein keele thok di gayee 
C. Wo Hamesha ki jannato mein chale Gaye
D. Wo Dozakh ke sabse nichle darje mein gaye
E. Wo khandaqo mein dafan kar diye gaye
F.  Un par aasman se paththaro ki barish huyee
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Allah Subhanahu said in Quran 

قُتِلَ أَصْحَابُ الْأُخْدُودِ
Qutila Ashab Al-Ukhdud

Sawal 1 : Who are Ashab Al Ukhdud here ?

A. The People of big palace
B. The one who fought in the battle of trench
C. The one who made house in the mountian
D. The people of the Ditch
E. The one who made the way in sea
F. The one who fight in the way of Allah
G. None of the above
H. I want to know


Sawal 2 :  What happened to the Ashab Al Ukhdud  ?

A. They Got Success
B. The got peirced with the Iron Nail
C. They got entered the eternel paraidse
D. They were being thrown in the Lowest level of Hell
E. They got burned in the Ditch
F. They got pinished by the rain of stone
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab DG
-----
Al Quran : Khandaqon (ke khodne)  wale halaq kar diye gaye 
yani aag ki khandaqein jis mein indhan jhonk rakha tha
Jabke wo unke kinaron par baithe huye they 
Aur jo sakhtiyan Ahle Imaan par kar rahe they unko samne dekh rahe they
Surah Al Buruj 84 : 4-8

Answer DG
-----
Al Quran : Cursed (or destroyed) were the people of the Ditch (in the story of the Boy and the King).
Of fire fed with fuel, When they sat by it (fire),
And they witnessed what they were doing against the believers (i.e. burning them).
Surah Al Buruj 84 : 4-8

No comments:

Post a Comment