❗Only-Quran-Hadith Quiz 961❗
Jawab ek se zyada hai
EK baar ek shaksh RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam ke pass aaya aur arz kiya mere maa baap ki wafat ke baad main unke liye kya kya Nekiya karu to Aap salalahu alaihi wasallam ne usko kuch kaam karne ko kaha
Sawal : Wo kaun kaun se kaam they jo usko karne ka hukm diya gaya tha ?
A. unke dosto ki ezzat karo
B. unke liye Dua aur Astigfar karo
C. unki Qabr ki Subah Sham ziayarat karo
D. Unki taraf se miskeen ko khana khilao
E. unke wado ko pura karo
F. un rishto ko jodo jinka talluq unki wajah se hai
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
! Only-Quran-Hadees Quiz !
Answer are more than one
Once a man came to RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam and said: How can I honour my parents after they die , RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam told him to do some deeds.
Quiz : What were those deeds ?
A. Honoring their freinds
B. praying for forgiveness for them
C. Visit their graves morning and evening
D. Feed the poor behalf of him
E. fulfilling their promises after their death
F. upholding the ties of kinship
G. None of the above
H. I want to know
✅:Sahi Jawab ABEF
-----------
Abu Usaid malik bin rabiah se riwayat hai ham Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ke paas mojud they itne mai qabile banu salmah ka ek shaks hazir hua aur usne aarz Kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam kya mere Waliden ki neikiyon mai se koi neiki aise baqi hai ke unki wafat ke baad mein unke liye kar saku toh Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya haan unke liye dua aur Astigfar karna aur unke inteqal ke baad unke wadon ko pura Karna aur unke doston ki Izzat aur ehtaram karna aur unke rishtedaron ko jodna jinka taluq unhi ki wajah se hai
Sunan Ibn maja , Jild 3, 545-Sahih
Answer ABEF
----------
It was narrated that Abu Usaid, Malik bin Rabi'ah, said:
"While we were with the Prophet(ﷺ), a man from the Banu Salamah came to RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam and said: " O messenger of Allah, is there anyway of honoring my parents that I can still do for them after they die?' He said: "Yes offering the funeral prayer for them, praying for forgiveness for them, fulfilling their promises after their death, honoring their freinds and upholding the ties of kinship which you would not have were it nor for them.
Sunan Ibn Maja,Book 33, 3664-Sahih

No comments:
Post a Comment