Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 11, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 947 ❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 947 ❗

Sawal : Jung e Harra se mutalliq kaun kaun see baate sahi hain ?

A. Usmein Madine walo par ek lashkar ne hamla kiya 
B. Usmein Hanzala Radi Allahu anhu ke bete ne logo se maut par bait li
C. Wo laskar Hajjaj bin yusuf ne bheja tha
D. Suleh Hudebiya mein sharik jo sahabi zinda they wo sab shaheed kar diye gaye
E. Usmein 3 din tak Madine walo ke maal aur galla lutne ka hukm diya gaya 
F. Wo Lashkar bhejne wala Yazeed tha
G. Us waqt Kaba sharif ka ghilaf jalaya gaya 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Answers are more than one

What happend during Battle of Harra ?

A. The People of madine was attacked by an army
B. Ibn Hanzala took  the pledge of allegiance from the people for death
C. That armny was sent by the hajjaj bin yusuf
D. All remaining Hudaibiya treaty companions killed in this battle
E. It was ordered to rob the people of madina for three days
F. Thar armny was sent by the Yazid
G. The cover of Kaba was burnt 
H. I want to know


✦✅ : Sahi Jawab  ABDEF
--------
✦ Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu Abdullah bin mutii  Radi Allahu Anhu ke paas aaye jab harra ka waqiya hua yazeed bin mawiya ke zamane mai usne Madina par Lashkar bheja aur Madina wale harra mai Jo ek jagha hai Madina se mila hua Qatl huye iss tarah ke Zulm Madina walo par huye 
Sahih Muslim, 4793

✦ Harra ki ladayee ke Waqt log Abdullah bin Hanzala Radi Allahu Anhu ke hath par (yazeed ke khilaf) bait kar rahe they Abdullah bin zaid Radi Allahu Anhu ne logo se pucha ki Ibn hanzala se kis baat par bait ki ja rahi hai to logo ne bataya ki maut par unhone Kaha ke Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke baad ab mein kisi se bhi maut par bait Nahi karunga 
Sahih Bukhari, 4167

✦ Saad bin Al-Musaiyab Radi Allahu Anhu se riwayat hai pahla fasad jab hua Yani Uthman Radi Allahu Anhu ki Shahadat ka to usne Ashab e badr mai se Kisi ko baqi Nahi chorha phir jab dusra fasad hua Yani harra ka to usne Suleh Hudebiya main sharik shabaiyo mein se Kisi ko baqi nahi chorha phir jab teesra fasad hua to wo us waqt tak nahi Gaya jab tak logo mai Kuch khubi ya aqal baqi thi 
Sahih Bukhari, 4024

✦ (Jung e harra ke waqt) Ek lashkar muslim bin uqba ki qayadat mein yazeed ki taraf se rawana hua,  yazeed ne usko hukum diya madine ke  logo ko teen din tak mohalat dena , maan jaye to thik warna unse qital Karna jab tum jung jeet jao toh 3 din tak madina ko lutna waha ka Maal aur rupaya aur hathyar aur galla ye sab lashkar ka hai,  teen din ke baad lootna rok dena
Tarikh At Tabri Jild 4, Page 256

✅:Answer  ABDEF
--------
It has been reported on the authority of Nafi, that 'Abdullah b. Umar paid a visit to Abdullah b. Muti' in the days (when atrocities were perpetrated on the People Of Medina) at Harra in the time of Yazid b. Mu'awiya.
Sahih Muslim, Book 20, Hadith 4562

Narrated Abdullah bin Zaid that in the time (of the battle) of Al-Harra a person came to him and said, Ibn Hanzala is taking the pledge of allegiance from the people for death. He said, I will never give a pledge of allegiance for such a thing to anyone after Allah's Apostle. 
Sahih Bukhari, Book 52, Hadith 206

Narrated Said bin Al-Musaiyab: When the first civil strife (in Islam) took place because of the murder of 'Uthman, it left none of the Badr warriors alive. When the second civil strife, that is the battle of Al-Harra, took place, it left none of the Hudaibiya treaty companions alive. Then the third civil strife took place and it did not subside till it had exhausted all the strength of the people. 
Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 358

'Abd al-Malik b. Nawfal reported that during battle of harrah army had departed from Yazid with Muslim bin Uqbah in command. Yazid had told him, "If anything happens to you, appoint Husayn b. Numayr al-SakUn1675 as your deputy." He also instructed him, "Leave the people for three days. If they agree to your demands, so be it. Otherwise fight them and when you overcome them, give license to pillage (rob) the city for three days. Whatever property, silver coins,weapons, and food are found belong to the army. When the three days have passed, withdraw from the people.
Tarikh At Tabri , Vol 19, Page 205

No comments:

Post a Comment