Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, June 17, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-170 ❗




Aaj ki Quiz mein do sawal hai , isliye aapko jawab bhi is tarah se ek saath do dene hain - example A B / CB....
Sawal 1. Allah subhanahu ne rahmat ko kitne hisso mein taqseem kiya hai ?

Sawal 2. Aur usmein se duniya mein us rahmat ke kitne hisse bheje gaye hain ?

A. 10
B. 99
C. 70
D. 1
E. 7
F. 100
G. Sahi jawab ka intezar hai
---------------
Note: There are 2 quiz today so you need to give reply like this example AB / CB....
Quiz 1: In How many parts Allah divided the mercy ?
Quiz 2: How many parts of mercy Allah sent to all His creatures ?
A. 10
B. 99
C. 70
D. 1
E. 7
F. 100
G. I want to know



 Correct Answer is 

1F (100 hisse banaye ) 
2D ( sirf 1 hissa duniya mein bheja)

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Agar momeen ko wo tamam Azab malum ho jaye jo ALLAH ke pass hai to wo Dozakh se kabhi bekhauff na ho

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki ALLAH subhanahu ne Rahmat ko jis din banaya to uske 100 hisse kiye aur apne pass unmein se 99 rakhe iske baad tamam makhluq ke liye sirf Ek hissa Rahmat ka bheja, agar kaafir ko wo tamam Raham malum ho jaye jo ALLAH subhanahu ke pass hai to jannat se na ummeed na ho, aur agar momeen ko wo tamam Azab malum ho jaye jo ALLAH ke pass hai to wo Dozakh se kabhi 
bekhauff na ho
{Sahih Bukhari, Vol 7, 6469}
--------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : I heard ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying, Verily ALLAH created Mercy. The day He created it, He made it into one hundred parts. He withheld with Him ninety-nine parts, and sent its one part to all His creatures. Had the non-believer known of all the Mercy which is in the Hands of ALLAH, he would not lose hope of entering Paradise, and had the believer known of all the punishment which is present with ALLAH, he would not consider himself safe from the Hell-Fire.
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 476}

No comments:

Post a Comment