Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, June 17, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-168 ❗


  Only-Quran-Hadith Quiz-168 

Sawal: Allah Subhanahu ne zameen walon ki taraf sabse pahle kisko Rasool banakar bheja ?
A. Adam Aalihi salam
B. Ibrahim Alaihi salam
C. Nooh Alaihi salam
D. Musa alaihi salam
E. inme se koi nahi
F. Sahih jawab ka intezar hai

------------
Who was the first Apostle (Prophet) sent by Allah to the people of the Earth ?
A. Adam Aalihi salam
B. Ibrahim Alaihi salam
C. Nooh Alaihi salam
D. Musa alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know


Correct Answer is C. Nooh Alaihi salam 

Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jab log Qayamat ke din sifarish ke liye Adam aalihi salam ke pass jayenge to wo farmayenge 
وَلَكِنِ ائْتُوا نُوحًا، فَإِنَّهُ أَوَّلُ رَسُولٍ بَعَثَهُ اللَّهُ إِلَى أَهْلِ الأَرْضِ
Aap log Nooh Alaihi Salam ke paas jao wo pahle Rasool hain jinko Allah Subhanahu ne zameen walon ki taraf bheja tha. 
Sahih Bukhari, Jild 8, 7410 

Note : Adam alaihi salam sabse pahle nabi they magar wo logo ki taraf nahi bheje gaye they .
----------------------
Narrated Anas radi allahu anhu The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said,
When the people will go to Adam aalihi salam for intercede he will say
وَلَكِنِ ائْتُوا نُوحًا، فَإِنَّهُ أَوَّلُ رَسُولٍ بَعَثَهُ اللَّهُ إِلَى أَهْلِ الأَرْضِ
you better go to Noah (alaihi salam) as he was the first Apostle sent by Allah to the people of the Earth
Sahih Bukhari, Jild 8, 7410

1 comment: