❗ Only-Quran-Hadith Quiz-161 ❗
Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki
hadith ke hisab se logo ki imamat ka zyada haqdar kaun hai ?
A. Jo Quran zyada janta ho
B. Jo Umar mein zyada badha ho
C. Jo Sunnat zyada janta ho
D. Jo kabhi namaz qaza na karta ho
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
B. Jo Umar mein zyada badha ho
C. Jo Sunnat zyada janta ho
D. Jo kabhi namaz qaza na karta ho
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz: According Hadith who is the most worthy to act as Imam ?
A. The one who has most
knowledge in Quran
B. The one who is elder in age
C. The one who has most knowledge regarding Sunnah
D. The one who never leave any prayer
E. None of the above
F. I want to know

Sahi jawab hai A. Jo Quran zyada janta ho
Abu Saeed khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab teen (3) shaksh ho to unmein se ek Imam ho jaye aur Imamat ka ziyada haqdar wo hai jo Quran ziyada padha ho
Sahih Muslim, Vol 2, 1529
Abu masud Radi Allahu Anhu se rivata hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya logon ki imamat wo kare jo Quran zyada janta ho, aur agar Quran mein barabar ho to sunnat zyada janta ho, agar sunnat mein barabar ho to jisne pahle hijrat ki ho , agar hijrat mein barabar ho to jo islam pahle laya ho (ek rivayat mein Islam ki jagah umar kaha gaya yani jiski umar ziyada ho)
Sahih Muslim, Vol 2, 1532
-------------

Answer A. The one who has most
knowledge in Quran
Abu
Sa'id al-Khudri reported Allah's Messenger may peace be upon him as saying:
When there are three persons, one of them should lead them. The one among them
most worthy to act as Imam is one who is best versed in the Qur'an.
Sahih Muslim, Book 4, 1417
Abu Masud al-Ansari reported Allah's Messenger peace be upon him as saying: The one who is most versed in Allah's Book should act as Imam for the people, but If they are equally versed in reciting it, then the one who has most knowledge regarding Sunnah if they are equal regarding the Sunnah, then the earliest one to emigrate; it they emigrated at the same time, then the earliest one to embrace Islam. Ashajj in his narration used the word," age" in place of" Islam".
Sahih Muslim, Book 4, 1420

No comments:
Post a Comment