❗ Only-Quran-Hadith Quiz-169 ❗
Sawal: Allah Subhanahu ne aasman ko kitne sutuno
(pillars) par banaya hai ?
A. 7
B. 70
C. 70,000
D. Inmein se koi nahi
E. Sahi jawab ka intezar hai
---------------
B. 70
C. 70,000
D. Inmein se koi nahi
E. Sahi jawab ka intezar hai
---------------
Quiz : With how many
Pillars Allah raised the heavens (skyes) ?
A. 7
B. 70
C. 70,000
D. None of the above
E. I want to know
B. 70
C. 70,000
D. None of the above
E. I want to know
Correct Answer is D : ismein se koi nahi kyunki Allah
subhanahu ne aasman ko bagair sutuno (pillars) ke banaya hai
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ
الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
اللَّهُ الَّذِي رَفَعَ السَّمَاوَاتِ
بِغَيْرِ عَمَدٍ تَرَوْنَهَا ۖ ثُمَّ اسْتَوَىٰ عَلَى الْعَرْشِ
Allah subhanahu to wo hai jisne aasman ko sutuno
(pillars) ke bagair bulnad kiya jinhe tum dekh rahe ho aur phir arsh par qayam
hua.
Surah Ar-Raad (13), Verse #2
خَلَقَ السَّمَاوَاتِ بِغَيْرِ عَمَدٍ
تَرَوْنَهَا
Us ( Allah) ne aasmano ko bagair sutuno ke banaya jise
tum dekh rahe ho
Surah Luqman, (31), Verse #10
-------------------
اللَّهُ الَّذِي رَفَعَ السَّمَاوَاتِ
بِغَيْرِ عَمَدٍ تَرَوْنَهَا ۖ ثُمَّ اسْتَوَىٰ عَلَى الْعَرْشِ
Al Quran : Allah is He Who raised the heavens without
any pillars that you can see. Then, He rose above (Istawa) the Throne (really
in a manner that suits
His Majesty).
Surah Ar-Raad (13), Verse #2
خَلَقَ السَّمَاوَاتِ بِغَيْرِ عَمَدٍ
تَرَوْنَهَا
He has created the heavens without any pillars that
you see
Surah Luqman, (31), Verse #10
Allah subhanahu to wo hai jisne aasman ko sutuno (pillars) ke bagair bulnad kiya jinhe tum dekh rahe ho aur phir arsh par qayam hua.
ReplyDeleteSurah Ar-Raad (13), Verse #2
Apne isme last me likha h aur fir Arsh par qayam hua mujhe samjh nhi aya kya ap mujhe samjha skte ho please K arsh par kya Qayam hua