Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, June 17, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz -158❗


 Only-Quran-Hadith Quiz -158

Sawal: Wo kaunsi surah hai jiski pahli aayat mein Allah subhanahu ne do khane ki cheezo ki kasam li hai ?

A. Surah Al-Fajr
B. Surah Ad-Duha
C. Surah At-Tin
D. Surah Al-Aadiyat
E. Inemin se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------
Quiz: What is the name of that surah in which first verse Allah subhanahu took oath of two eatable things ?
A. Surah Al-Fajr
B. Surah Ad-Duha
C. Surah At-Tin
D. Surah Al-Aadiyat
E. None of the above
F. I want to know



Sahih Jawab C. Surah At-Tin

Bismillahirrahmanirrahim

1.
وَالتِّينِ وَالزَّيْتُونِ

2.
وَطُورِ سِينِينَ

3.
وَهَـٰذَا الْبَلَدِ الْأَمِينِ

4.
لَقَدْ خَلَقْنَا الْإِنسَانَ فِي أَحْسَنِ تَقْوِيمٍ
-----------------
1. Anjeer ki kasam aur zaitun ki
2. Aur toor e sina ki,
3. Aur us shshar ki jo aman wala hai
4. Beshak humne insan ko bade umdah andaz mein paida kiya hai
Surah At-tin (95) Verse 1-4
-------------
1. By the fig, and the olive.
2. By Mount Sinai.
3. By this city of security (Makkah).
4. Verily, We created man in the best stature (mould).
Surah At-tin (95) Verse 1-4

No comments:

Post a Comment