Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, June 17, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-152❗


 Only-Quran-Hadith Quiz-152
Sawal:Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne inmein se kiske liye farmaya ki wo jannat mein dakhil nahi hoga ?

A. Sood khane wala
B. Zina karne wala
C. Apne waldein ki nafarmani karne wala
D. Ramzan ke roze nahi rakhne wala
E. Zakat na dene wala
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

-----------------------
Quiz: For whom the Prophet sallallahu alaihi wasallam said that he will not enter Paradise:
A. The one who eat Riba (usury)
B. The one who commits adultery
C. The one who disobeys his parents
D. The one who does not fast of Ramadhan
E. The one who does not give charity
E. None of the above
F. I want to know



Sahih Jawab C

Bismillahirrahmanirrahim

قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ثَلاَثَةٌ لاَ يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ الْعَاقُّ لِوَالِدَيْهِ وَالْمُدْمِنُ عَلَى الْخَمْرِ وَالْمَنَّانُ بِمَا أَعْطَى

Hadith: Teen tarah ke log kabhi jannat mein dakhil nahi honge
--------------
Abu Dharr Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya 
teen tarah ke log kabhi jannat mein dakhil nahi honge pahla apne waldein ki nafarmani karne wala dusra sharab peene ka aadi aur teesra Ehsana karke jatane wala

📚 Sunan Nasaii, Vol 2, 473-Hasan
--------------
It was narrated from Abu Dharr Radi allahu anhu that the Prophet sallallahu alaihi wasallam said there are three who will not enter Paradise: The one who disobeys his parents, the drunkard, and the one who reminds people of what he has given them."'

📚Sunan Nasaii, Book 23, # 2563-Hasan

No comments:

Post a Comment