Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, June 17, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz -157❗


 Only-Quran-Hadith Quiz -157
Sawal: Wo aayat Quran ki kaunsi surah mein hai jismein Allah subhanahu ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko namaz ke dauran hi unka rukh bait Al-Muqaddas se Masjid e haram ( yani kaba) ki taraf karwa diya tha ( yani Qibla change karwa diya )

A. Surah Al-Baqara
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Tauba
D. Surah Muhammed
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

-------------
Quiz: What is the name of that Surah in which Allah revealed to Prophet Sallallahu Alaihi wasallam that turn your face from bait al muqaddas to Masjid al-Haram (Kaba) and during the prayer Prophet Sallallahu Alaihi wasallam turned his face towards kaba.

A. Surah Al-Baqara
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Tauba
D. Surah Muhammed
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab A

------------------
⁠⁠⁠⁠⁠أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ

قَدْ نَرَىٰ تَقَلُّبَ وَجْهِكَ فِي السَّمَاءِ ۖ فَلَنُوَلِّيَنَّكَ قِبْلَةً تَرْضَاهَا ۚ فَوَلِّ وَجْهَكَ شَطْرَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ ۚ 
وَحَيْثُ مَا كُنتُمْ فَوَلُّوا وُجُوهَكُمْ شَطْرَهُ ۗ وَإِنَّ الَّذِينَ أُوتُوا الْكِتَابَ لَيَعْلَمُونَ أَنَّهُ الْحَقُّ مِن رَّبِّهِمْ ۗ
وَمَا اللَّهُ بِغَافِلٍ عَمَّا يَعْمَلُونَ
-------------
Al Quran : Hum aap ke chehre ko baar baar asmaan ki taraf uthte huye dekh rahe hain, ab hum aap ko us qible ki taraf pher denge jise aap pasand karte hain , Ab aap apna munh masjid Al haraam ki taraf pher lijiye aur aap jahaa kahi ho apna munh usee taraf pher liya kijiye , aur beshak woh log jinhein kitaab di gayi hai yaqeenan jante hain ke un ke RAB ki taraf se wo hi haq hai aur Allah is se be khabar nahi jo woh kar rahe hain
Surah Al-Baqara (2) , Aayat 144
-------------
Al Quran : Verily ! We have seen the turning of your (Muhammad's
صلى الله عليه وسلم) face towards the heaven. Surely, We shall turn you to a Qiblah (prayer direction) that shall please you, so turn your face in the direction of Al-Masjid-al-Haram (at Makkah). And wheresoever you people are, turn your faces (in prayer) in that direction. Certainly, the people who were given the Scripture (i.e. Jews and the Christians) know well that, that (your turning towards the direction of the Ka'bah at Makkah in prayers) is the truth from their Lord. And Allah is not unaware of what they do.
Surah Al-Baqara (2) , Aayat 144

No comments:

Post a Comment