Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, June 17, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz -154❗


 Only-Quran-Hadith Quiz -154

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne kiske liye ye farmaya ki "main uske liye jannat ki zamanat deta hu" ?

A. Jo kabhi Maa Baap ki nafarmani nahi karega
B. Jo kabhi Jhooth nahi bolega
C. Jo logo se kuch nahi mangega
D. Jo kabhi zina nahi karega
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------
Quiz : For whom The prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said I will guarantee him Paradise?

A. The one who will never disobey his parents
B. The who will never tell a lie
C. The one who will not beg from people
D. The one who will never commit zina
E. None of the above
F. I want to know

Sahih Jawab C

 قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏ "‏ مَنْ تَكَفَّلَ لِي أَنْ لاَ يَسْأَلَ النَّاسَ شَيْئًا وَأَتَكَفَّلَ لَهُ بِالْجَنَّةِ ‏‏
 ‏.‏ فَقَالَ ثَوْبَانُ أَنَا ‏.‏ فَكَانَ لاَ يَسْأَلُ أَحَدًا شَيْئًا ‏‏
--------------------
Thawban Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo shaksh mujhse is baat ki zamanat de de ki wo logo se nahi maangega ( sawal nahi karega) to main usko  Jannat ki zamanat deta hu, Thawban Radi Allahu Anhu ne kaha ki main (ab se kuch nahi mangunga)(Thawban Radi Allahu Anhu se rivayat karne wale ravi farmate hain) uske baad se unhone kisi se kuch nahi maanga
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1630-Sahih

Answer C
Narrated by Thawban Radi Allahu Anhu The prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said If anyone guarantees me that he will not beg from people, I will guarantee him Paradise. Thawban Radi Allahu Anhu said : I (will not beg).  He never asked anyone for anything.

Sunan Abu Dawud, Book 9, 1639-Sahih

No comments:

Post a Comment