Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum e Hadith: Apney gharon ko Qabrein na banaao aur meri Qabr ko mela (Eidgah) na bana lena,...
Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya apney gharon ko Qabrein na banaao aur meri Qabr ko mela (Eidgah) na bana lena, aur mujh par Durud bheja karo kyunki tum jaha bhi rahoge tumhra durud mujh tak pahucha diya jaga.
{Sunan Abu Dawud, vol2, 274}
Hazrat aayesha aur hazrat Abdullah Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Yahud aur Nasara par ALLAH ki laanat ho kyunki unhone apne Nabiyon ki kabron ko sazdagah bana liya tha, Aap Sallallahu Alaihi wasallam is bure amal se ( musalmano ko) dara rahe the
{Sahih Bukhari, Vol 7, 5815}
Ibn Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya apne gharo mein bhi (Nawafil) Namazein padha karo , aur unhey Qabro ki tarah na banao
{Sahih Bukhari, Vol 1, 432}
---------------------
English translation:
Narrated AbuHurayrah:The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said: Do not make your houses graves, and do not make my grave a place of festivity. But invoke blessings on me, for your blessings reach me wherever you may be.
{Sunan Abu Dawud : Book 10, Hadith 2037}
Narrated Aisha Radi allahu anha and Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhuma : May ALLAH curse the Jews Christians because they took the graves of their prophets as places of worship." By that he warned his follower of imitating them, by doing that which they did.
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 706}
Narrated Ibn Umar Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam had said, "Offer some of your prayers (Nawafil) at home, and do not take your houses as graves.
{Sahih Bukhari, Book 8, 424}

ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : ” اپنے گھروں کو قبرستان نہ بناؤ ۱؎ اور میری قبر کو میلا نہ بناؤ ( کہ سب لوگ وہاں اکٹھا ہوں ) ، اور میرے اوپر درود بھیجا کرو کیونکہ تم جہاں بھی رہو گے تمہارا درود مجھے پہنچایا جائے گا “ ۔
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم فرماتے ”یہود و نصاریٰ اللہ تعالیٰ کی رحمت سے دور ہو گئے کہ انہوں نے اپنے انبیاء کی قبروں کو سجدہ گاہ بنا لیا۔“ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم ان کے عمل بد سے ( مسلمانوں کو ) ڈرا رہے تھے
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اپنے گھروں میں بھی نمازیں پڑھا کرو اور انہیں بالکل مقبرہ نہ بنا لو ۔
English translation:
Narrated AbuHurayrah:The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said: Do not make your houses graves, and do not make my grave a place of festivity. But invoke blessings on me, for your blessings reach me wherever you may be.
{Sunan Abu Dawud : Book 10, Hadith 2037}
Narrated Aisha Radi allahu anha and Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhuma : May ALLAH curse the Jews Christians because they took the graves of their prophets as places of worship." By that he warned his follower of imitating them, by doing that which they did.
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 706}
Narrated Ibn Umar Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam had said, "Offer some of your prayers (Nawafil) at home, and do not take your houses as graves.
{Sahih Bukhari, Book 8, 424}
No comments:
Post a Comment