Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, February 23, 2015

Hadith: Allah subhanahu Qaymat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur ( jannat mein) charhta ja......




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Allah subhanahu Qaymat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur ( jannat mein) charhta ja......

Al Quran: Humein Shaam ki surkhi ki Qasam , Aur raat ki aur jin cheezon ko wo ikaththa kar leti hai unki , aur chaand ki jab kaamil ho jaye , ki Tum darja ba Darja ( Rutba-e-Aala par) charhogey. 
{Surah Inshiqaq (84) Verse 16-19} 

Hadith: Abdullah ibn Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya (Qaymat ke din) Sahib Quran se kaha jayga ke parhta ja aur ( jannat mein) charhta ja aur thahar thahar kar parho jaisa ki tum duniya mein parhta thay, tumhari manzil (muqam) wo hai jaha tum aakhri aayat parh kar khatm karoge. 
{Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1451 Hasan}
--------------------------
English transliterate:
Al Quran: So I swear by the afterglow of sunset;And by the night and whatever it gathers in its darkness, And by the moon when it is at the full. You shall certainly travel from stage to stage 
{Surah Inshiqaq (84) Verse 16-19} 

Hadith:Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As: The Apostle of Allah Peace be upon him said: One who was devoted to the Qur'an will be told to recite, ascend and recite carefully as he recited carefully when he was in the world, for he will reach his abode when he comes to the last verse he recites. 
{Sunan Abu Dawud, book 8 ,1459 Hasan}

No comments:

Post a Comment