Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Eh Allah jitni makka mein barkat ata farmayee hai madiney mein us sey Duguni barkat ata farma.
Anas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Eh Allah jitni makka mein barkat ata farmayee hai madiney mein us sey Duguni barkat ata farma.
{Sahih Bukhari, Vol.3,1885}
Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Madiney ke raaston par farishtey hain na ismein taoon( plague ki beemari) aa sakti hai aur na dajjal
{Sahih Bukhari,Vol 3, 1880}
Hadith: Zaid bin Aslam Radi Allahu Anhu ne apney walid se suna ki Hazrat umar Radi Allahu Anhu ye kaha kartey they Ya Allah teri raah mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
{Sahih Bukhari, Vol 3 , 1890}
اللهم ارزقني شهادة في سبيلك و اجعل موتي في بلد رسولك
Allahumma Arziqni Shahadata fi Sabilika Wa ja'al Mauti fi baldi Rasoolika
-------------------------
English translation:
Narrated Anas Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "O Allah! Bestow on Medina twice the blessings You bestowed on Mecca.
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 109}
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu
Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There are angels guarding the entrances (or roads) of Medina, neither plague nor Ad-Dajjal will be able to enter it."
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 104}
Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radi Allahu Anhu said, O Allah! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam ."
{Sahih Bukhari, Book #30, Hadith #114}

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کے اے اللہ! جتنی مکہ میں برکت عطا فرمائی ہے مدینہ میں اس سے دگنی برکت کر۔
صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۸۵
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مدینہ کے راستوں پر فرشتے ہیں نہ اس میں طاعون آ سکتا ہے نہ دجال۔
صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۸۰
حضرت عمر رضی اللہ عنہ یہ کہا کرتے تھے اے اللہ! مجھے اپنے راستے میں شہادت عطا کر اور میری موت اپنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے شہر میں مقدر کر دے۔ اب
صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۹۰
------------------------
English translation:
Narrated Anas Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "O Allah! Bestow on Medina twice the blessings You bestowed on Mecca.
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 109}
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu
Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There are angels guarding the entrances (or roads) of Medina, neither plague nor Ad-Dajjal will be able to enter it."
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 104}
Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radi Allahu Anhu said, O Allah! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam ."
{Sahih Bukhari, Book #30, Hadith #114}
اللهم ارزقني شهادة في سبيلك و اجعل موتي في بلد رسولك
Allahumma Arziqni Shahadata fi Sabilika Wa ja'al Mauti fi baldi Rasoolika
No comments:
Post a Comment