Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, February 12, 2015

Aayat- Al-Kursi - ALLAH ke siwa koi ibadat ke layaq nahi, Zinda hamesha rahne wala



Bismillahirrahmanirrahim


*Aayat- Al-Kursi*

اللَّهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ لَا تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلَا نَوْمٌ
لَّهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ مَن ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِندَهُ إِلَّا بِإِذْنِهِ 
يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِّنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضَ 
وَلَا يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ

Allahu La ilaha illa huwa , Alhayyul Qayyum
La ta khudhuhu (Kuzuhu) sinatuw wa la naum,
Lahu ma fissamawati wa ma fil ardh (Ard)
man dhalladhi ( zallazi) yashfaoo, Eendahu, illa be-eznih, ya'alamu ma bayna aydihim wa ma khalfahum, wa la yuhituna beshayeem-min eelmih, illa bima shaaa,
wasiya kursiyyuhus samawati wal ardh (ard)
wala yaooduhu hifdhuhuma (Hizuhuma) wahuwal Aleeyul adheem (azeem).

----------------------------------------
Tarjuma: ALLAH ke siwa koi ibadat ke layaq nahi, Zinda hamesha rahne wala,
use na ungh aati hai na neend, jo kuch Aasmano aur jo kuch zameen mein hai sab usi ka hai, kaun hai jo uski ejazat ke bagair us sey sifarish kar sake,
jo kuch logo ke ru baru (samne) ho raha hai aur jo kuch unke peeche ho chuka hai usey sab malum hai aur wo uske malumat mein se kisi cheez par dastaras hasil nahi kar sakte magar jitna ke wo chahe, uski baadshahi Aasman aur zameen sab par hawi hai aur use unki hifazat kuch bhi dushwar nahi wo bada Aali rutba aur Jaleel ul Qadr hai
Al Quran Surah Al Baqara(2), Verse 255 

-------------------------------------------
English Translation:
ALLAH! La ilaha illa Huwa (none has the right to be worshipped but He), Al-Hayyul-Qayyum (the Ever Living, the One Who sustains and protects all that exists). Neither slumber nor sleep overtakes Him. To Him belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. Who is he that can intercede with Him except with His Permission? He knows what happens to them (His creatures) in this world, and what will happen to them in the Hereafter. And they will never compass anything of His Knowledge except that which He wills. His Kursi extends over the heavens and the earth, and He feels no fatigue in guarding and preserving them. And He is the Most High, the Most Great.
Al Quran Surah Al Baqara(2), Verse 255

1 comment: