Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 9, 2014

Mafhum-e- Hadith: Apne hi waldein par laanat bhejna wala shakhs



Bismillahirrahmanirrahim


Mafhum-e- Hadith: Apne hi waldein par laanat bhejna wala shakhs

Abdulllah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan kabira gunaho mein se ye bhi hai ki koi apney waldein par laanat bhejey (logo ne pucha) ki Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam koi shakhsh apney hi waldein par laanat kaisey bhejega to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab koi shakhs dusro ke walid ko bura kahaega to dusra bhi uskey walid aur maa ko bura kahega (aur is tarah wo kabira gunaah kar dega)
Sahih Bukhari,Vol 7, 5973



رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: یقیناً سب سے بڑے گناہوں میں سے یہ ہے کہ کوئی شخص اپنے والدین پر لعنت بھیجے۔ پوچھا گیا: یا رسول اللہ! کوئی شخص اپنے ہی والدین پر کیسے لعنت بھیجے گا؟ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ وہ شخص دوسرے کے باپ کو برا بھلا کہے گا تو دوسرا بھی اس کے باپ کو اور اس کی ماں کو برا بھلا کہے گا۔

صحیح بخاری جلد ۷  ۵۹۷۳


English Translation:
Narrated Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said. It is one of the greatest sins that a man should curse his parents." It was asked (by the people), "O Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam ! How does a man curse his parents?" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "'The man abuses the father of another man and the latter abuses the father of the former and abuses his mother."
Sahih Bukhari, Vol. 8, Book 73, Hadith 4

No comments:

Post a Comment