Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 9, 2014

Do sazdon ke darmiyan ye Dua padhna sunnat hai



Abdullah ibn Abbas radi allaho anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam Do sazdo ke darmiyan ye dua parhtey they Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni(Eh Allah mujhe baksh de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma)
Sunan Abu Dawud, Vol 1 , 842 -Hasan

AL Bara Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ke ruku , Sazda , ruku se sir uthaney ke baad ka waqt aur dono Sazdo ke darmiyan baithney ka waqt barabar hota tha
Sahih Bukhari, Vol1, 801



English Translation:
Narrated Abdullah ibn Abbas radi allaho anhuma: The Prophet peace_be_upon_him used to say between the two prostrations ( Suzud) : O Allah, forgive me and have mercy on me and heal me and guide me and provide (Rizq) for me.
Sunan Abu dawud, Book 3, Number 0849-Hasan

Narrated Al-Bara': The bowing, the prostrations, the period of standing after bowing and the intervalbetween the two prostrations of the Prophet used to be equal in duration .
Sahih Bukhari, Book #12, Hadith #766

No comments:

Post a Comment