Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, February 13, 2014

Al Quran : Tum jaha honge maut to tumhey aakar hi rahegi chahe tum mazbut qilo mein hi kyu na ho


Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Tum jaha honge maut to tumhey aakar hi rahegi
chahe tum mazbut qilo mein hi kyu na ho
----------------------------------------------------------------

Al Quran : Kya tumne un logo ko nahi dekha jinhey kaha gaya tha ki apne haath roke rakho aur namaz qayam karo aur zakat do phir jab unhey ladney ka hukm diya gaya us waqt unmein se ek jamaat logo se aisey darne lagi jaisa ALLAH ka darr ho ya us se bhi zyada darr aur kahne lagi Eh RAB hamare tuney hum par ladna kyu farz kiya , kyu na thodi muddat aur mohlat na di Kah do ki duniya ka faayda thoda hai aur aakhirat parhaizgaro ke liye behtar hai aur ek dhaagey ke barabar bhi tum se na insafi nahi ki jayegi
Tum jaha honge maut to tumhey aakar hi rahegi chahey tum mazbut qilo mein hi kyu na ho
Al Quran : Surah An-Nisa (4) , 77-78

English Translation:
Al Quran : Have you not seen those who were told to hold back their hands (from fighting) and perform As-Salat (Iqamat-as-Salat), and give Zakat but when the fighting was ordained for them, behold! a section of them fear men as they fear Allah or even more. They say: "Our Lord! Why have you ordained for us fighting? Would that You had granted us respite for a short period?" Say: "Short is the enjoyment of this world. The Hereafter is (far) better for him who fears Allah, and you shall not be dealt with unjustly even equal to a scalish thread in the long slit of a date-stone. 

Wheresoever you may be, death will overtake you even if you are in fortresses built up strong and high 
Al Quran : Surah An-Nisa (4) , 77-78

No comments:

Post a Comment