Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran: Aur raat aur din aur suraj aur chand uski nishaniyo mein se hain tum log na to suraj ko sajda karo aur na chand ko bulki ALLAH hi ko sajda karo jis ne in cheezo ko paida kiya hai , agar tumko uski ibadat manzur hai - Al Quran, Surah Fussilat (41), verse 37
Al Quran : ALLAH hi Raat aur Din ko badalta hai beshaq ismein Aankho walon ke liye ibrat ( Sabaq aur Nishani) hai
Al Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44
English Translation:
Al Quran: And from among His signs are the night and the day, and the sun and the moon. Prostrate yourselves not to the sun nor to the moon, but prostrate yourselves to ALLAH Who created them, if you (really) worship Him.
Al Quran, Surah Fussilat (41), verse 37
ALLAH alternates the night and the day. Indeed in that is a lesson for those who have vision.
Al Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44
No comments:
Post a Comment