Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, February 13, 2014

Al Quran : Aur agar koi Mushrik tumse panaah maange to usey panaah de do , yahan tak ki ALLAH ka kalam suney phir usey uskey aman ki jagah pahucha do




Bismillahirrahmanirrahim 

Al Quran : Aur agar koi Mushrik tumse panaah maange to usey panaah de do , yahan tak ki ALLAH ka kalam suney phir usey uskey aman ki jagah pahucha do ye isliye ki wo log na samajh hain 
Al Quran , Surah At-Tauba (9) verse 6 


Hadith: Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh kisi aisee jaan ko maar daley jiska ahad kar chuka ho (uske Jaan ki amaan de chuka ho) to phir wo jannat ki khushbu bhi nahi paa sakega haalanki jannat ki khushbu 40 baras ki raah se malum hoti hai 
Sahih Bukhari, Vol8, 6914 
-------------------------------------------
English Translation:
Al Quran : if anyone of the Mushrikun (polytheists, idolaters, pagans, disbelievers in the Oneness of Allah) seeks your protection, then grant him protection so that he may hear the Word of Allah (the Qur'an), and then escort him to where he can be secure, that is because they are men who know not. 
Al Quran , Surah At-Tauba (9) verse 6 

Hadith: Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Whoever killed a Mu'ahid (a person who is granted the pledge of protection by the Muslims) shall not smell the fragrance of Paradise though its fragrance can be smelt at a distance of forty years (of traveling)." 
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 49:

No comments:

Post a Comment