Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 9, 2014

Hadith: jab bhi koi shakhs achchi tarah wudhu karta hai aur namaz padhta hai to uskey ek Namaz se dusri namaz ke padhney tak ke gunah maaf kar diye jaate hain





Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: jab bhi koi shakhs achchi tarah wudhu karta hai aur namaz padhta hai to uskey ek Namaz se dusri namaz ke padhney tak ke gunah maaf kar diye jaate hain

Hazrat Usman Radi Allahu Anhu ne wudhu kiya to farmaya Main tumko EK hadith Sunata hu Agar Quran paak ki Ek Aayat (Nazil) na hoti to main ye Hadith tumko na sunata , Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi shakhs achchi tarah wudhu karta hai aur namaz padhta hai to uskey ek Namaz se dusri namaz ke padhney tak ke gunah maaf kar diye jaate hain
Sahih Bukhari, Vol 1, 153


( Urwah radi allahu anhu kahtey hain wo ye aayat ye hai “Jo log Allah ki us Nazil ki huyee Hidayat ko Chupatey hain jo usney logon ke liye Apni kitab mein bayan ki hai , Un Par Allah ki Laanat hai aur (Dusrey) Laanat karney walon ki laanat hai -
Al Quran , Al Baqarah : 159)

English Translation:
Narrated Humran Radi Allahu Anhu (the slave of 'Uthman) After performing the ablution 'Uthman Radi Allahu Anhu said, "I am going to tell you a Hadith which I would not have told you, had I not been compelled by a certain Holy Verse I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, 'If a man performs ablution perfectly and then offers the compulsory congregational prayer, Allah will forgive his sins committed between that (prayer) and the (next) prayer till he offers it.
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 161


(the sub narrator urwa Radi Allahu Anhu said: This verse is: "Verily, those who conceal the clear signs and the guidance which we have sent down...
Al Quran: 2:159).

No comments:

Post a Comment