Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, February 9, 2014

Hadith: ALLAH ke nazdeek duniya ki qeemat machchar ke par ke barabar bhi nahi


Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: Agar ALLAH ke nazdeek duniya ki qeemat machchar ke par ke barabar bhi hoti to wo kisi kafir ko ismein se ek ghunt pani bhi na pilata –

Al Quran : Kafiron ko Duniya ki zindagi bhali lagti hai aur wo un logon ka mazaq udatey hain jo Imaan laye halanki jo log parhaizgaar hain wo Qayamat ke din unse baalatar hongey aur Alllah jisey chahey be hisab rizq deta hai
Al Quran, Al-Baqara, Chapter #2, Verse #212

Hadith: Sahal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar ALLAH ke nazdeek duniya ki qeemat machchar ke par ke barabar bhi hoti to wo kisi kaafir ko ismein se ek ghunt pani bhi na pilata
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 201-Sahih

Al Quran : Asr ki Kasam, Insaan khasarey (nuksaan) mein hain,Magar wo log jo imaan laye aur neik kaam kartey rahey aur aapas mein haq par qayam raheny aur Sabr karney ki aapas mein waseeyat ( takid) karte rahey
Al Quran , Surah Al-Asr- (103)

Aur Duniya ki zindagi to khel aur tamasha hai aur Aakhirat ka ghar un logon ke liye behtar hai jo parhaizgar huye, kya tum nahi samajhtey.
Surah Al-Anaam, (6) , Verse #32
----------------------

القرآن: کافروں کو دنیا کی زندگی بھلی لگتی ہیں اور وہ ان لوگوں کا مذاق اڑاتے ہیں جو ایمان لائے ہلانکہ جو لوگ پرہیزگار ہیں وہ قیامت کے دن ان سے اعلیٰ ہونگے اور الله تعالیٰ جس سے چاہے بے حساب رزق دیتا ہیں
القرآن سورة البقرہ (۲) آیت ۲۱۲

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ تعالیٰ کے نزدیک دنیا کی وقعت اگر ایک مچھر کے پر کے برابر بھی ہوتی تو وہ کسی کافر کو اس میں سے ایک گھونٹ پانی بھی نہ پلاتا
جامع ترمذی جلد ۲ ۲۰۱ صحیح

القرآن: عصر کی قسم،انسان خسارے میں ہیں مگر وہ لوگ جو ایمان لائے اور نیک کام کرتے رہے اور آپس میں حق پر قائم رہنے اور صبر کرنے کی آپس میں وصیت کرتے رہے
القرآن سورة العصر (۱۰۳)

القرآن: اور دنیا کی زندگی تو کھیل اور تماشا ہے اور آخرت کا گھر ان لوگوں کے لیے بہتر ہے جو پرہیزگار ہوئے کیا تم نہیں سمجھتے
القرآن سورة الانعام (۶) آیت ۳۲
-----------------
Al Quran : Beautified is the life of this world for those who disbelieve, and they mock at those who believe. But those who obey Orders of Allah and keep away from what He has forbidden, will be above them on the Day of Resurrection. And Allah gives (of His Bounty, Blessings, Favours, Honours on the Day of Resurrection) to whom He wills without limit.
Al Quran, Al-Baqara, Chapter #2, Verse #212

Hadith: Sahl bin Sad Radi Allahu Anhu narrated that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: "If the world to Allah was equal to a mosquito's wing, then He would not allow the disbeliever to have a sip of water from it."
Jamia Tirmidhi, Vol. 4, Book 10, Hadith 2320-Sahih

Al Quran : By Al-'Asr (the time), Indeed, mankind is in loss, Except for those who have believed and done righteous deeds and advised each other to truth and advised each other to patience.
Al Quran , Surah Al-Asr- (103)

Al Quran : And the life of this world is nothing but play and amusement. But far better is the house in the Hereafter for those who are Al-Muttaqun Will you not then understand?
Surah Al-Anaam, (6) , Verse #32

No comments:

Post a Comment