Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, February 13, 2014

Hadith: Beshak Allah ke farishte zameen mein ghumtey rahtey hain aur meri Ummat ka salam mujh tak pahuchatey hain.


Al Quran : Beshaq Allah aur uskey Farishtey Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam par Durud bhejtey hain, Eh Momeeno tum bhi un par Durud aur salam bheja karo.
Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56

Abdullah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Beshak Allah ke farishtey zameen mein ghumtey rahtey hain aur meri Ummat ka salam mujh tak pahuchatey hain.
Sunan Nasai ,Vol 2, 1285 (Sahih)
---------------------------

بیشک اللہ اور ا س کے ( سب ) فرشتے نبیِ ( مکرمّ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ) پر درود بھیجتے رہتے ہیں ، اے ایمان والو! تم ( بھی ) اُن پر درود بھیجا کرو اور خوب سلام بھیجا کرو 
سورة الا حزاب (۳۳)  آیت (۵۶)


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  اللہ تعالیٰ کے کچھ فرشتے ہیں جو زمین میں گھومتے رہتے ہیں، وہ مجھ تک میرے امتیوں کا سلام پہنچاتے ہیں ۔
سنن نسائی جلد۲ ۱۲۸۳ صحیح
_______________

English Translation:
Verily ! Allah and His angels send blessings on the Prophet ( Sallallahu Alaihi Wasallam): O you who believe! Send your blessings on him, and salute him with all respect.
Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56

It was narrated that Abdullah Radi Allahu Anhu said The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Allah has angels who travel around on Earth conveying to me the Salams of my Ummah.
Sunan Nasai ,Vol 2, 1283 (Sahih)
--------------------------------------

Durud-O-Salam
Allahumma Salli Ala Muhammad Wa Ala Aali Muhammed
( Ya Allah Rahmat nazil farma Mohammad Sallallaahu Alayhi Wasallam par aur Aal-e-Muhammad Sallallaahu Alayhi Wasallam par)
O Allah, let Your Blessings come upon Muhammad Peace be upon him and the family of Muhammad Peace be upon him.
----------------------------------------------------

As salamu Alaika Ayyuhan Nabiyyu warahmatullah wabarqatahu
( Eh Nabee, Aap par Salam ho aur Allah ki Rahmat aur barkat nazil ho)

Peace be on you, O Prophet, and also the mercy of Allah and His blessings

No comments:

Post a Comment