Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 7, 2012

Hadith: Uskey maa baap ko Qayamat ke din ek taj pahnaya jayega ( Regarding Quran hafiz )




Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 




Hadith: Uskey maa baap ko Qayamat ke din ek taj pahnaya jayega




Mu'adh al-Juhani Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jis shaksh ne Quran parha aur uski taalim par amal kiya to uskey maa baap ko Qayamat ke din ek aisa taj pahnaya jayega jiski roshni suraj ki roshni se barh kar hogi aur us shakh ke martabey ka kya thikana hoga jisney khud us par amal kiya hoga

Sunan Abu Dawud, vol1, 1440


Abdullah ibn Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Allah subhanahu Qaymat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur ( jannat mein) charhta ja , thahar thahar kar parh jaisa ki duniya mein thahar thahar  kar parhta tha kyunki tera muqam wo hai jaha tu aakhri aayat parhega
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1451


 Sa'd ibn AbuWaqqas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki jo Quran ko achchi tarah  se nahi parhta wo hum mein se nahi
Sunan Abu Dawud, book 8 ,1456



Sa'd ibn Ubadah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jo shaksh Quran parh kar bhula de wo Qayamat ke din Allah subhanahu se khali haath hokar milega 
Sunan Abu Dawud, , vol 1 , 1461



Uthman Radi Allahu Anhu se  rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya  tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur  parhaye ( sikhaye)

Sahih Bukhari, Vol 6 , 5028 



---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Narrated Mu'adh al-Juhani: The Prophet (peace_be_upon_him) said: If anyone recites the Qur'an and acts according to its contents, on the Day of Judgment his parents will be given to wear a crown whose light is better than the light of the sun in the dwellings of this world if it were among you. So what do you think of him who acts according to his.  
Sunan Abu Dawud, book 8 ,1448


 Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As: The Apostle of Allah  peace_be_upon_him said: One who was devoted to the Qur'an will be told to recite, ascend and recite carefully as he recited carefully when he was in the world, for he will reach his abode when he comes to the last verse he recites. 
Sunan Abu Dawud, book 8 ,1459

Narrated Sa'd ibn AbuWaqqas Radi Allahu Anhu : The Apostle of Allah  peace_be_upon_him  said: He who does not chant the Qur'an is not one of us.

Sunan Abu Dawud, book 8 ,1464



Narrated Sa'd ibn Ubadah: The Prophet  peace_be_upon_him  said: No man recites the Qur'an, then forgets it, but will meet Allah on the Day of Judgment in a maimed condition (or empty-handed, or with no excuse). 


Sunan Abu Dawud, book 8 ,1469




Narrated 'Uthman Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The best among you (Muslims) are those who learn the Qur'an and teach it."


Sahih Bukhari, Book 61, Hadith 545








No comments:

Post a Comment