Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 7, 2012

Hadith: (Gair mahram) Aurat jab samney aati hai to shaitan ki surat mein aati hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: (Gair mahram) Aurat jab samney aati hai to shaitan ki surat mein aati hai
Hazrat Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya (Gair mahram) Aurat jab samney aati hai to shaitan ki surat mein aati hai  aur jab jati hai to Shaitan ki surat mein jati hai phir jab koi kisi aurat ko dekhey to usko chahiye ki apni biwi ke pass aaye yani sohbat karey is amal se uske dil ka khayal jata rahega
Sahih Muslim,  Vol4, 3407


Abdullah ibn Masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Naujawano ki jamaat tum mein jisey bhi Nikah karney ki maali taqat ho usey Nikaah kar Lena chahiye kyunki ye nazar ko neechi rakhney wala aur Sharamgaah ki hifazat karney wala amal hai aur jo nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey kyunki Roza uski khwahishaat-e-nafsani ko tod dega.

Sahih Bukhari, 5066

-------------------------------------------------------


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا   عورت شیطان کی صورت میں سامنے آتی ہے اور شیطان ہی کی صورت میں مڑکر واپس جاتی ہے۔ تم میں سے کوئی جب کسی عورت کو دیکھے تو وہ اپنی بیوی کے پاس آ جائے، بلاشبہ یہ چیز اس خواہش کو ہتا دے گی جو اس کے دل میں ( پیدا ہوئی ) ہے، 
صحیح مسلم جلد ۴ ۳۴۰۷

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ہم سے فرمایا کہ نوجوانوں کی جماعت! تم میں جسے بھی نکاح کرنے کے لیے مالی طاقت ہو اسے نکاح کر لینا چاہئے کیونکہ یہ نظر کو نیچی رکھنے والا اور شرمگاہ کی حفاظت کرنے والا عمل ہے اور جو کوئی نکاح کی بوجہ غربت طاقت نہ رکھتا ہو اسے چاہیے کہ روزہ رکھے کیونکہ روزہ اس کی خواہشات نفسانی کو توڑ دے گا۔ 

صحیح بخاری ۵۰۶۶

----------------------------

Jabir Radi Allahu Anhu reported that Allah's Messenger  may peace be upon him   The woman comes and goes in the shape of a devil, so when one of you sees a woman, he should come to his wife, for that will repel what he feels in his heart.  

Sahih Muslim, Book 8, No.3240

Narrated 'Abdullah Radi Allahu Anhu : We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power." 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 4

No comments:

Post a Comment