Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 7, 2012

Hadith: Achchey Khwab Allah ki taraf se hote hain aur bura shaitan ki taraf se



Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Achchey Khwab Allah ki taraf se hote hain aur bura shaitan ki taraf se


Hazrat Abu Said Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jab tum mein se koi aisa khwab dekhey jisey wo pasand karta ho to wo Allah subhanahu ki taraf se hota hai is par Allah ki Hamd (shukr ada) karey  aur dusron ko bata de Lekin agar koi aisa khawab dekhta hai jo usey napasand ho to ye shaitan ki taraf se hota hai isliye uski buraii se pannah maangey aur kisi se us khwab ka zikr na karey , ye khwab usey kuch nuksaan nahi pahucha sakega.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6985 


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو یہ فرماتے ہوئے سنا کہ جب تم میں سے کوئی ایسا خواب دیکھے جسے وہ پسند کرتا ہو تو وہ اللہ کی طرف سے ہوتا ہے۔ اس پر اللہ کی حمد کرے اور اسے بتا دینا چاہئیے لیکن اگر کوئی اس کے سوا کوئی ایسا خواب دیکھتا ہے جو اسے ناپسند ہے تو یہ شیطان کی طرف سے ہوتا ہے پس اس کے شر سے پناہ مانگے اور کسی سے ایسے خواب کا ذکر نہ کرے یہ خواب اسے کچھ نقصان نہیں پہنچا سکے گا۔“
صحیح بخاری جلد ۸ ۶۹۸۵


Narrated Abu Sa'id Al-Khudri Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, If anyone of you sees a dream that he likes, then it is from Allah, and he should thank Allah for it and narrate it to others; but if he sees something else, i.e., a dream that he dislikes, then it is from Satan, and he should seek refuge with Allah from its evil, and he should not mention it to anybody, for it will not harm him.
Sahih Bukhari, Vol 9, Book 87, No. 114

No comments:

Post a Comment