Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Teen tarah ki Dua jarur Qubul ki jati hain aur
unki Qubuliyat mein Koi shaq nahi….
Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Teen tarah ki Dua jarur
Qubul ki jati hain aur unki Qubuliyat mein Koi shaq nahi hai Walid ( father) ki
Dua Aulad ke Haq mein,
Musafir ki Dua, mazlum ki Dua
Musafir ki Dua, mazlum ki Dua
Sunan Abu Dawud, Book 8 , 1523
-----------------------------------------------------
Narrated AbuHurayrah Radi Allahu Anhu : The Prophet peace
be upon him said: Three supplications are answered, there being no doubt about
them; that of a father, that of a traveller and that of one who has been
wronged (oppressed)
Sunan Abu Dawud, Book 8, Number 1531
--------------------------------------------------------
رَبِّ
اجْعَلْنِي مُقِيمَ الصَّلاَةِ وَمِن ذُرِّيَّتِي رَبَّنَا وَتَقَبَّلْ دُعَاء
Eh Mere Rab mujhe aur meri aulad ko Namaz Qayam karney wal
bana de, Eh hamare Rab aur meri Dua Qubul farma.
(O my Lord! Make me one who performs As-Salaat
(Iqaamat-as-Salaat), and (also) from my offspring, our Lord! And accept my
invocation.
AL Quran, Surah Ibrahim (14), Aayah: 40
No comments:
Post a Comment